letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de maar daala - devdas / soundtrack version - kavita krishnamurthy,k.k.

Loading...

yeh kiski hai aahat
yeh kiska hai saaya
huvi dil mein dastak
yahan kaun aaya

hum par yeh kisne
hara rang dala
oh hum par yeh kisne
hara rang dala
khushi ne hamari hame
maar dala
oh maar dala
maar dala
maar dala

hum par yeh kisne hara rang dala
khushi ne hamari hame maar dala
hame maar dala hame maar dala hame
maar dala
allah maar dala allah maar dala allah

na chand hatheli par sajaya
na taaron se koyi bhi rishta banaya
na rab se bhi koyi shikayat ki
na rab se bhi koyi shikayat ki
har gham ko humne chupaya
har sitam ko haske uthaya
kaanto ko bhi gale se lag-ya
aur phoolon se zakhm khaya

haan magar dua mein jab yeh haath uthaya
haan magar dua mein jab yeh haath uthaya
khuda se dua mein tumhe maang dala maang dala
allah maang dala allah maang dala

oh hum par yeh kisne hara rang dala
khushi ne hamari hame maar dala
hame maar dala hame maar dala hame maar dala
allah maar dala allah maar dala allah
maar dala maar dala maar oh dala maar dala
yeh kiski hai aahat yeh kiska hai saaya
huvi dil mein dastak yahan kaun aaya

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...