letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de kahani suno 2.0 - kaifi khalil

Loading...

kahani suno zubani suno han
muje pyar huwa tha ikrar huwa tha
kahani suno zubani suno han
muje pyar huwa tha ikrar huwa tha
muje pyar huwa tha ikrar huwa tha

dewana huwa mastana huwa
teri chahat main kitna fasana huwa
tere aane k khushbu , tere jane ka manzar
tuje milna padega , ab zamana huwa
sadaiyein suno ha jafain suno
muje pyar huwa tha ikrar huwa tha
muje pyar huwa tha ikrar huwa tha

hai tamana hume tumhe dulhan banaye
tere hathon pe mehendi apne naam ki sajaiyein
tere lele balaye, tere sadqe taare
hai tamana hume tume apna banaye

nahi mushkil wafa zara dekho yahan
tere aankhon basta hai mera jahan
kabi sun toh zara jo main keh na saka
meri duniya tum hi ho
tum hi aasara

duwaaein suno sazayein suno
muje pyar huwa tha ikrar huwa tha

kahani suno ha zubani suno
muje pyar huwa tha ikrar huwa tha
muje pyar huwa tha ikrar huwa tha
pyar huwa tha
pyar huwa tha
pyar huwa tha

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...