letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de kahani - kaalamaal and dhruv shukla

Loading...

5 saal pehle ki yeh baat hai
jo dost mere saath voh abhi nahi 7 hai
bache sirf saath hai
khada hu yahan pe
alfaazon se jo bateeon ki hai
yaadein voh sata rahi hai
meri ye kahaani hai mere sapno ke
mere apno se
yeh hai vaada, mein nibhaunga
mein banaunga, mein sunaoonga meri yeh kahaani sabko
abhi bas shuru kiya hai
karna bahut kaam
mein bhi hun insaan
sirf banana hai naam
meri kahaani sunke
badegi mera yeh shaan
meri kahani sunke bedegi yeh shaan

kahaniyaan, kahaniyaan
teri meri hai yeh kahaniyaan
anjaani si hai yeh kahaniyaan
armaano ki hai yeh kahaniyaan
kahaniyaan, kahaniyaan
sun le hamari yeh kahaniyaan
jawaani ki hai yeh kahaniyaan
unsuni si hai yеh kahaniyaan
kahani likhi thi humne ek saath
kab bikhar g-ye na pata chala yaar
roj roj ki bhag daud aur kaanoon mеin
behe g-ye hum apne hi daro mein
behete behete pohoche hum yaha
ek patli daali ne jaan bacha lia
ek pathik ne hume thoda jagah dia
fir jud g-ye rahe humare

kahaniyaan, kahaniyaan
teri meri hai yeh kahaniyaan
anjaani si hai yeh kahaniyaan
armaano ki hai yeh kahaniyaan
kahaniyaan, kahaniyaan
sun le hamari yeh kahaniyaan
jawaani ki hai yeh kahaniyaan
unsuni si hai yeh kahaniyaan

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...