letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de chalis bars - k28

Loading...

[micheal emii]
deta facts mene toh gaano me
aaye the chote hum apne hi pairon pe
karte bharosa nai jhoote-makkaro pe
tootega dill kyu jab socha deemag ne

hum poche vimaan pe apne hi talent pe
apne hi gano pe jhooma bihar ne
private professional life rakhte alag
family ko time bhi he dete alag
jooto se pehle rakhte dill saaf hum
kar diye maaf jo the karne laugh
kehte the pehle jo hoga nahi
aaj kеhte wo bhai call uthate kyu nahi

busy hu thoda me apnе me
life ko banana jo dekha tha apne me
dena chahta me araam unko
karta mehnat wo din raat jo

kehne ko bhot kuch par kehna nahi
kehne se kuch bhi naa hota yaha pe
sochunga jitna wo ho nahi pata toh
ruth jata dill mera patthar nahi he wo

chahta me nahi hone dena the end
tabhi rehta free nahi weekend
mujhe yaha pe aane ko laga 6 saal
toh laut kese jaunga ke sawaal bro

tootega dill toh hi banega tu hard
tere pass kitne aur kon he pass
ke farak ko jaanne ki koshish kar
maa kasam hill jayega soch kar

karu pyaar me bhi ab thoda soch kar
dua mangu bas mill jaye khana pait bhar
mange jo maa lake de saku me
ek awaaz pe tu bas awaaz kar
sath walo ko leke chalu aakhir tak
bhale sath wale ho naa mere aakhir tak
success mere life baad me pehle he
izzat kamana jo rahe mere marne ke baad bhi

emii bas kar kyu waado pe aake pe toota aksar
dikhta nahi chehra jab hota aakh band vishwaas
apno se zyada jab auro par

[k28]
aya hoon dekh vapis main
beat chorh geet ye classic ae
abb toh naam mawafiq hai
hora sab khuda mutabiq

mukhalif ye fauj ghoore jaise kaafir hain
jeetna dena naa chahte ye
abb toh jeet ki khabt
zapt jo shabd dimaag ho rha shaateer hai

gharwaale the bole te kaam ka naa
par kaam ka aaj ae lakho mein baat
lakho ka haar maa ko pyaar
rkha sab krta dikhawa naa

jab hoga sahi smaay dikhada
dikhaawe toh door kol zyada naa
jitt di gard aa uthi dastak main dwa
hun bthka main zyada naa
bhaagu apne aap se door
dimaag rakib ae alas mein choor
raato mein dhundta dhoop
smjha main abb ye smay mahdood

fanoos jaise lgte abb taare hain
muqaddas main apno k baare mein
ruswa naa krdu jo saare hain
wade jo bole wo krke dikhaane hain

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...