letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de bewafa tera masoom chehra - jubin nautiyal and rochak kohli

Loading...

woh bhi kya din the yaar
tumhe dekhkar saari
yaade taza ho g-yi
tumhare gale khanak
aur ayat ki payal ki chanak
poora mohalla gunj uthta tha

dil laga bhi liya
ishq bhi kar liya
chandni raat mein
humnein taare gine
dil laga bhi liya
ishq bhi kar liya
chandni raat mein
humnein taare gine

khwaab jaisa koyi
khwaab thi zindagi
neend tuti toh aaya
samajh ye hume

raah woh jispe main chal raha tha
uski koi bhi manzil nahi hai

bewafa tera masoom chehra
bhool jaane ke kabil nahi hai
bewafa tera masoom chehra
bhool jaane ke kabil nahi hai

bewafa tera masum chehra
bhool jaane ke kabil nahi hai
khoobsurat bahot hain tu lekin
dil lagane ke kabil nahi hai

bewafa tera masoom chehra
bhool jaane ke kabil nahi hai
bhool jaane ke kabil nahi hai
ho meri yaado se tu aaj tak na g-ya
aankh mein barishein teri maujood hai
meri yaado se tu aaj tak na g-ya
aankh mein baarishein teri maujood hai

aaj bhi mehfilon mein tere aur mere
naam pehle ki tarah hi mashoor hai
mere barbaadiyon ki wajah mein
kehte hai ki tu shamil nahi hain

qatal baazar mein ho chuka hu
firbhi tu mera kaatil nahi hain

bewafa tera masoom chehra
bhul jaane ke kabil nahi hai
bhul jaane ke kabil nahi hai

kabhi iss ore kabhi uss ore
chale jate ho
mohabbat hamse wafa ghairon se
ye hunar kahan se laate ho

karwat badal leta hu main aaj-kal
jo kabhi mere khwabon mein
tum chale aate ho
jhuthi wafayon ki jhoothi kahani hai
tune sunai mujhe
mere liye to khuda bhi tha jhootha
main sach maan baitha tujhe

jhuthi wafayon ki jhoothi kahani hai
tune sunai mujhe
mere liye to khuda bhi tha jhootha
main sach maan baitha tujhe

saare ke saare zakham hai sambhale
jo tune diye the mujhe
ab dhadakta hai seene mein mere
hain wo pathar koi dil nahi hai

zindagi bhar jise maine chaha
zindagi bhar jise maine chaha
marke bhi mujhko hasil nahi hai

bewafa tera masoom chehra
bhool jaane ke kabil nahi hai
bhool jaane ke kabil nahi hai
bhul jaane ke kabil nahi hai

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...