letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de lag ja gale - jonita gandhi

Loading...

lag ja gale ke phir yeh
haseen raat ho na ho…
shayad phir iss janam mein
mulaqaat ho na ho

lag ja gale… ae… ae…

humko mili hain aaj yeh
ghadiyaan naseeb se

humko mili hain aaj yeh
ghadiyaan naseeb se
jee bhar ke dekh leejiye
humko qareeb se
phir aap ke naseeb mein
yeh baat ho na ho…
shayad phir is janam mein
mulaqaat ho na ho

lag ja gale… ae… ae…

paas aaiye ke hum nahin
aayenge baar baar

paas aaiye ke hum nahin
aayenge baar baar
baahein gale mein daal ke
hum ro lein zaar zaar

aankhon se phir yeh pyaar ki
barsaat ho na ho
shaayad phir is janam mein
mulaqaat ho na ho

lag jaa gale ke phir yeh
haseen raat ho na ho
shaayad phir iss janam mein
mulaqaat ho na ho

lag ja galе… ae… ae…

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...