letra de teri dastaan - jasleen royal
khwabon ki nagri haqiqat banane
aye dil ik din ka ye qissa nahi
khud ke hone ki paheli suljhane
jo aye dil ik ka ye qissa nahi
kadamon mein jamaa jo thakaan
chain ki neendein aati wahaan
kadamon mein jamaa jo thakaan
chain ki neendein aati wahaan
itni suhaani banaa
ho na purani teri dastaan
hum to na kehte andhera kehta
jugnoo mein rehta ik taara rehta
hum to na kehte andhera kehta
jugnoo mein rehta ik taara rehta
aansu moti kharcho na
khamiya khaas samjho na
itni suhaani bana
ho na purani teri dastaan
sun lo na ghaltiyon ka hai kehna
nadaaniyon mein tajurba baitha
jazbaton ki baaton mein na aana
jazbaati nazron ko dikhta dhundhla
aansu moti kharcho na
khaamiyan khaas samjho na
itni suhaani bana
ho na purani teri dastaan
chanda tak pakka sa rasta banana jo hai
aye dil ik din ka ye qissa nahi
band dil baahon ko khilna sikhana jo
aye dil ik din ka ye qissa nahi
ho na purani teri dastaan
letras aleatórias
- madeline juno › letra de salvation - madeline juno
- armin van buuren › letra de orbion - extended version - armin van buuren
- simone cristicchi › letra de magazzino 18 - simone cristicchi
- ashanti › letra de thatõs what we do (feat. r. kelly) - ashanti
- achtvier › letra de v.i.p. part 3 - achtvier
- jens lekman › letra de postcard #49 - jens lekman
- rolandz › letra de har jag fel - live - rolandz
- twin shadow › letra de only for the broken-hearted - twin shadow
- gawne › letra de cardiac arrest - gawne
- agentz › letra de take a chance on love - agentz