letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de koi baat nai freestyle - i-tahahussain

Loading...

manay koi cole type beat pari hai tere paas?

sab kese qaari lartey phirein mazhab pe
aag shehr mn dekh kesi lagi ghazab ye
hath nai dein bhatti sahb sarkari gari hai
dhundein ye londay jinpe case bane chars pe
dars bey, paas rakh tu apna dars bey
jitni amdani utny hi rakhe hain kharchey
artist bhooka marey is dunya k lun se
bethy bethy katein yahan zindagi k parchy
kon kitna saaf hai, kon kitna paak hai
kiska yahan raaj hai, kiska ye taaj hai
bhookey ka haath hai aur hath mein srf khaak hai
kitna cash asloun pe lagta yaham aaj hai
cash se yaad aya mera tujhpy udhar hai
beemari hai ye tera mujhpy udhar hai
cheeta khatam shetaan sawar hai
par karachi hai har cheez ka jugar hai

burning my trip yeah
jani second verse sath hi le

kamre mn hotbox dhwan hi dhuwan hai
j-sm mein ruwaan hi ruwaan hai
hua kia hua hai baat kitni gehri
jese koi kuwaan hai
acha ab halka aa dunya ko easy le
dheere bol, ahmed ki call hai mn araha hun tu nichy reh
mil k ye kehta hai dil py jo bojh hain
kese utaarun krrha hun khoj mein
aaj lagra tha marta hu rouz mein
sun hai dimagh, kho betha hu hosh mn
soch mn ye baatein meri soch mn
dunya ye gaandu tbhi banu toap mn

qalam hai hath mn, kaghaz ye raakh hn
mjhy tou jaldi nai, sab k hi sath mn
tu tou gustaakh hai, yun tou azad hai
thora barbad hai, bas 4 din ki baat hai

londa flow mn araha h, londa slow nai arahah
manay ki beat py ek go mein gaaraha
rap phelta jaraha hai, ye qehr macha raha h
qismat ka souch k ye sar khujaa raa h
ab mouzu py ara h, aurat ki baari
mn koi zardari nai jo bharun almari
kaan mn baali, ganou mn gaali
ganoun mn aurat ki kis ne izzat uchhali

kaan mn baali, ganou mn gaali
ganoun mn aurat ki kis ne izzat uchhali
phir aurat ne sarkoun pe li zimmedari
aur sabki nikal ayi chehroun pe darhi

sab kese qari

nikal aaye inki daarhi

par #koibaatnai

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...