letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de hasil - hotfix

Loading...

hasil lyrics
yeah, yeah, yeah, yeah
yeah, yeah, yeah, yeah

kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi kaabil?
kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi kaabil?

kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi kaabil?
kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi kaabil?

bechaini si rehti hai dil main
puchu main khudse hazaro sawal
kyu raato main jagta
kya pana hai mujhko
banaya kyu aiesa yeh haal? (haan)
na paise kamaani ki lat hai
na lalach
na rakhta main paise sambhal
bas likhna pasand
rishtey alfazo se
dur hi rakhta main baaki bawal
bas kosu main khudko
koshishe kaisi (koshishe kaisi)
na hoti khatam jispe koshishe
khawhishe kaisi? (khawhishe kaisi)
hu sachmein main kabil toh manzil kaha? (manzil kahaa?)
na kabil main toh fir
yeh bewajah koshish kaisi?

chahu sabkuch main… yaafir kuch bhina mujhko gawara (gawara)
jaanu sabkuch main… yaafir khud se main puchu sawal dubara (dubaara)

kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi kaabil?
kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi kaabil?

kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi kaabil?
kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi…

milte taaro se mere iraade
chamaktein hi koi zameen pe gira de
aur main bhi us ambar sa
jisne rakhe chipake
sabse anokhein sitare!
mujhko kehte wo pagal hai sare
na samjhein jo mere iraade!
main ambar umeedo ka
mera kya?
bigaadein andheri yeh raatein!
iraado ka kya
yeh pal main badaltein hai
bharose ke badal jo
barsatein garjatein hai
aur jaana meri manzil subah hai!
isko milne se pehle sitare bhi dhaltein hai

na maanu haar main… na chahu main koi sahara (sahara)
na chahu jeet bhi, isliye khud se main puchu sawal dubara (dubaaraaa)

kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi kaabil?
kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi kaabil?

kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi kaabil?
kya karna mujhko hasil?
kya hu main kisi….

yeh safar kaisa, jaha badalte sahil, badalta safar, badalti manzilein
kabhi na pasand sahil, kabhi safar, kabhi na pasand manzilein
kabhi na pasand manzilein

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...