letra de teri yaad - himesh reshammiya & badshah
teri yaad mere dimaag mein
aise hai basi
na hi behte hai ansoo
na hi aati hai hansi
kyun tu gayi aur kahan pe gayi
yeh sab mujhko nahi pata
mujhko toh bas koi yahi bata de
ki meri kya thi khata
teri yaad hai har jagah
teri yaad hai har jagah
nahi milna humara. bewajah
aashiqui tujhse, yunhi nahi hai
koi na koi hai wajah teri yaad hai har jagah.
badshah rap:
hona tha jo ho gaya
khona tha jo kho gaya
pyar mein tere padke
pagal hona hi tha hogaya
ab yahi deewanapan sar chadke bole
main kya karun?
ik chota sa sawaal hain
main jeeyun ya marun
tanha kattega kaise yeh safar
mujh mein zinda tu hai is qadar
jis ehsas ko lafzon mein kehna
hai mumkin nahi yeh ab mera
aashiqui tujhse, yunhi nahi hai
koi na koi hai wajah
teri yaad hai har jagah
teri yaad mere dimaag mein
aise hai basi
na hi behte hai ansoo
na hi aati hai hansi
kyun tu gayi aur kahan pe gayi
yeh sab mujhko nahi pata
mujhko toh bas koi yahi bata de
ki meri kya thi khata
katra katra, toot raha hun
ishq mein tere, doob raha hun
bikhre din hai beparwah raate hai
kashish kuch yeh aisi bepanah
aashiqui tujhse, yunhi nahi hai
koi na koi hai wajah teri yaad hai har jagah
teri yaad hai har jagah
letras aleatórias
- ayoo kd › letra de finesse god [100%] - ayoo kd
- naza › letra de lambo - naza
- aashkar › letra de baad guy - aashkar
- ego mackey › letra de not mutuals - ego mackey
- itzthedarkone › letra de welcome to my life. - itzthedarkone
- 4skin › letra de bitch i fuck with kale - 4skin
- louis mattrs › letra de drive by - louis mattrs
- naza › letra de jolie - naza
- matriarkatet › letra de den vandrande tumören - matriarkatet
- rapsody feat queen latifah › letra de hatshepsut - rapsody feat. queen latifah