letra de zara zara - hemant raj
yuhi baras baras
kaali ghata b-rs-
hum yaar bheeg jaaye is
chaahat ki baarish mein
teri khuyli khuli
lato ko suljhaaun
main apni ungliyon se
main to ab isi
khwaayish mein
sardi ki raaton mein
hum soye rahe ek chaadar mein
hum dono tanha ho na
koi bhi rahe is ghar mein
zara zara behekta hain
mehekta hain
aaj to mera tan badan
main pyaasa hoon mujhe
bhar le apni baahon mein
zara zara behekta hain
mehekta hain aaj to
mera tan badan
main pyaasa hoon mujhe
bhar le apni baahon mein
tujhe dekha karte hain
hum apni soorat mein
mere din aur raaton mein
tujhe socha karte hai
ye makhmali hothon ko
humhe chhuna hai zara
ab tujhse kehna hai
meri bahon mein tu aa
tadpaye mujhe teri
sabhi baatein
ek baar ay deewani jhootha
hi sahi pyaar to kar
main bhoola nahin
haseen mulakaatein
bechain karke mujhko
mujhse yun na pher nazar
roothega na mujhse mere
saathiyan yeh vaada kar
tere bina mushkil hain
jeena mera mere dilbar
zara zara behekta hain
mehekta hain
aaj to mera tan badan
main pyaasa hoon mujhe
bhar le apni baahon mein
zara zara behekta hain
mehekta hain aaj to
mera tan badan
main pyaasa hoon mujhe
bhar le apni baahon mein
tujhe dekha karte hain
hum apni soorat mein
mere din aur raaton mein
tujhe socha karte hai
ye makhmali hothon ko
humhe chhuna hai zara
ab tujhse kehna hai
meri bahon mein tu aa
letras aleatórias
- autumn rhythm › letra de fictional happy - autumn rhythm
- das flug › letra de kriegchen - das flug
- branko › letra de nafé - branko
- frank zappa › letra de king kong [ann arbor broadcast 1967] - frank zappa
- diego dotto › letra de oxum, lava meus olhos - diego dotto
- pwrd › letra de o 180 obrót (krzywy 43 stopnie remix) - pwrd
- lil baby › letra de smack down* - lil baby
- ari grey › letra de dandelion boy - ari grey
- dave east › letra de 1000 miles - dave east
- ryan adams › letra de so helpless - ryan adams