letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de sahi hai na? - hellac

Loading...

[intro]
public ko malum hai aag-yela kon
refix hai beat pe bajna to banta hai
h-e- double l-a-c boi
refix got the beat boy!

[chorus]
kya bolte? sahi hai na
public ka pyaar sirf chahiye na
dhoka to khayela boht ab logo pe bharosa nahi hai na
nashe mein dil mera behg-yela, gangster zindagi jeerela
kitna bhi daaru main peerela, dard ye kam nahi horela seena ka
[verse 1]

h-llac bhai mehfil mein, haters ki maa chhod de
apan jab stage pе aate to tera favourite rappеr mic chhodd de
agla line sun gaur se, dono bhi kaan khol ke
bolrele chhappri, bhai chhappri se battar hain bacchi main gaitonde
dar ke halaato se jeena sikhaye, public kyun gaano pe mere machaaye
dekha jo miane vo dil se likha hai, tu gaano mein public ko ch–iya banaye
views nakli lagaake soche machaye, apan har count pe organic bhai
ads lagake tu karra pateli, vibe teri jh–at kisko pasand nahi aaye
maa ko dekh taklif aankhe bhar aayi, saath nahi diya par jeena sikhayi
bura tha time, thi music dawaai, har gaane mein h-llac kuchh naya machaye
fatte depressed tab kiya nasha hai, malum nahi kab tak rahunga alive
jaan ke kaafi hai galti dohorai, jaise galti se terko main paida kiya hai

[chorus]
kya bolte? sahi hai na
public ka pyaar sirf chahiye na
dhoka to khayela boht ab logo pe bharosa nahi hai na
nashe mein dil mera behg-yela, gangster zindagi jeerela
kitna bhi daaru main peerela, dard ye kam nahi horela seena ka
kya bolte? sahi hai na
public ka pyaar sirf chahiye na
dhoka to khayela boht ab logo pe bharosa nahi hai na
nashe mein dil mera behg-yela, gangster zindagi jeerela
kitna bhi daaru main peerela, dard ye kam nahi horela seena ka

[verse 2]
zindagi, har ghadi, tu sapno mein sochta to jeene ki
idhar hakikat mein jeerele, bacchi full power mein zindagi katreli
gaano mein bolta tu asli g,sun ke sab public hai hansreli
ghus g-ye to dhund ke maarte, chai me doob ke tutele parle g
marijauna, bani dawa, teri salah usko usna
doori rakh chhote to tera bhala, teri kala tu leke kal aa
chamdi chhodd bacchi, tu paise kama
ruk zara call karri merko sana, phokat mein dunga main picture bana
teri chhavi chani, aur tu uska chana
bombay bohot alter hai bhai, phodun me roz hai horele riot
ande se nikalke pelna sikhaaye
[?]
clubbing ko chalti hai, chalegi room pe gaadi ke baitha dena ghumke
chadhhne ko apne ko youtube pe dhundhte
bahar gaanv ki public bhi h-llac ko sunte
tere ko roz ko derela choco, h-llac de halak tak samjha kya bhai
samjhla nai, to lavde lag-ye, tere bheje ke andar ka bhavra ghumaaye
machaara jab se tu thaili mein snap aate meko tere saheli se
pehle se dikhti hai cute, wo bhi chehre se
bolti ki rappers mein tu mera favourite hai
tu tera dekh, mera chalrela sorted
laya hu aur chocoloate wo bhi dotted
f-krele basti mein bhai tera potted
bhar jaayenge paise se ek din sab pocket
andar ki baat ko baahar kyu lai
paisa tu derela public ko karne ko apni burai
nahi dega reply, itna hi darta to maa kyu chu—ye
aane aane kitne bhi problem, badlunga ek din halaato ka mausam
kamaaunga itna ki sabko du quarters,aur kapdo se matching roz pehnunga jordans
vibe khatam kar diyela public ne, merko nahi sunne ka public ki takleefe
chhodd ke boards ke paper vo dasvi k, wo gaanja f-krela 100 wali pudi ke
chindi vichaar se nikal aa baahar, mehnat kar aur apne ghar ko sambhaal
gunhegaari sar pe sawaar, chowki pe 307 lagta har baar
neeche sab bhai aur aage ko khaai hai
area mein sab log ko hi banne ka bhai hai
chhappri item log ko lene ki ghai hai, usko kamaane ko rickshaw chalai hai
insaan ke yedi hai leri sarkaar, sab yaha pe corruption ke hai shikaar
tole ke baad sukhi hai demand, ghar pe hai biwi par chaudrela raand
[chorus]
kya bolte? sahi hai na
public ka pyaar sirf chahiye na
dhoka to khayela boht ab logo pe bharosa nahi hai na
nashe mein dil mera behg-yela, gangster zindagi jeerela
kitna bhi daaru main peerela, dard ye kam nahi horela seena ka

kya bolte? sahi hai na
public ka pyaar sirf chahiye na
dhoka to khayela boht ab logo pe bharosa nahi hai na
nashe mein dil mera behg-yela, gangster zindagi jeerela
kitna bhi daaru main peerela, dard ye kam nahi horela seena ka

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...