letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de peanut butter - hasan raheem

Loading...

you’re the peanut to my b-tter
phir bhi kyun itni tu besabar
ye sarey ganey teray sadkay
phir bhi tu kyun yun aisay bhatkay
meray baghair idhar udhar
baby kyun itni tu besabar

sha-e-rana sufiyana (sha-e-rana sufiyana)
batein teray liye meri jaana
dono jahano kay gham daikar
apni duniya main tu bekhabar
itni kay you’re just trynna cover
all of your tracks my girl, you better
taira jo ikhtiyar
meray sar tha sawaar
teray sang mar mittay
kaisay main samjhun ye
all the times
we’ve been through
sticked around
trusted you
ab akeli tu akeli tu
akaili tuuuuuu

kia ye jo sab horaha hai
teray kiye ki saza hai
bhar kay sabar kay paimanay, ye dil
apney rastey chal diya hai

oooo yeah yeah yeah
oh no no no

mainay jo sab hai ye kaha na
maqsad tuje hai nai sunana
bas apney dil ko dun dhilasa
afsurda rehta ye bichara
dhoondun iska naya thikana
in zakon ko marham lagana
tera jo ikhtiyar
meray sar tha sawaar
teray sang mar mittay
kaisay main samjhun ye
all the times
we’ve been through
sticked around
trusted you
ab akeli tu akeli tu
akaili tuuuuuu

kia ye jo sab horaha hai
teray kiye ki saza hai
bhar kay sabar kay paimanay, ye dil
apney rastey chal diya hai

dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana main fana
dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana main fana

dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana main fana
dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana main fana

ab ham juda ham juda is judai main fana main fana
dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana main fana

dil-e-baymudda aae
teri kis ada
pay tha main fana
pay tha main fana
dil-e-baymudda aae
teri kis ada
pay tha main fana
pay tha main fana

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...