letra de aisa hi hun - hasan raheem
[hasan raheem]
kamrey main band mein
ankhain hain nam ye
sukoon ki rahein dhoondo
sukoon ki rahein dhoondo ab main
dil mera tang ab
deti tu dastak
kis mun say aoun main teray
kis mun say aoun main tere samney
shehar jo badley badley ye rastey
aik aahat bhi mujhey lejaye
is kashmakash ma jdhar mai hopeless
gunahon kay dikh rahey saaye
mai bina jhankey apney gireban mai safaiyan daita phirun
darbadar main is kadar purani saari gulliyan phirun
behosh baitha rahun main apni purani manzilon main
saleeka e safar mahinay abhi tak seekha hi nai
main aisa hi hun
main aisa hi hun (×4)
ab main poochun khud say
kay hasan tu khush hai
teri kahi hui baatein ye saarey log jayengey bhool baat to ye sach hai
zamaney say bach kay
rehna seehaing-y hamari khaity main nai ghuroor
phir bhi bina jhankain apney gireban main safaiyan daita phirun
darbadar main is kadar purani saari gulliyan phirun
behosh baitha rahun main apni purani manzilon main
saleeka e safar mahinay abhi tak seekha hi nai
main aisa hi hun
main aisa hi hun (×8)
letras aleatórias
- ras fra › letra de o.j simpson - ras (fra)
- neil young › letra de i want to drive my car (band) - neil young
- bibanu mixxl › letra de la fel - bibanu mixxl
- swsh › letra de break the fall - swsh
- alexey zhigalkovich › letra de с друзьями (s druz'yami) - alexey zhigalkovich
- juicy roadkill › letra de it's not your fault - juicy roadkill
- pack daniels › letra de rainbow road - pack daniels
- lil cutlet › letra de god girl - lil cutlet
- panthyr xx › letra de sayonara - panthyr xx
- kovacs kati › letra de kék farmer - kovács kati