letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de sawaal - h-man

Loading...

sprinkle main salt karu aise
bhai tera nusret ho jaise
phekun isse apne dil pe
zaqmon ka salt bae hu jaise

faltoo ki yeh saari behas hai
k main nahin tu hi toh best hai
per mera bharosa hai such pe
aur such tere liye toh test hai

paise nahin randi ronay k
likhta warna phir main essay
but khauf-e-khuda hai jo sir pe
karaye na kaam mujhe waise

per phir aayen din bhi kuch aise
zaqam chupayen bhi kaise
don’t wanna sound like a b-tch, toh phir
likhta hu questions ho jaise

dil main chupa tha jo tere, labon pe kyun laaya nahin?
acknowledge kari tumne ghalti, per tumnе sharmaya nahin
bataya vacation k baare main, kyun tumne bulaya nahin?
sorry kara tum ne mujh sе, per tumne manaya nahin
roll kiya blunt mere dil ka, per tum ne jalaya nahin
jalaya jab saansein jali meri, per tum ne bhujaya nahin
charaya bauhat tum ne mujh ko, giraya toh harkat se uss
story nahin dekhi main ne jab tak tum ne hataya nahin
wanted your hand, i was drowning, kyun tumne baraya nahin?
sikhaya jahan tumahin tairna, tha tumne dubaya wahin
masalay jama kar k saare, kyun tumne pakaya nahin?
pakaya jab jal chuka tha main, per tumne sehlaya nahin
phir baatein bari bari filmy, kyun tumne jataya nahin?
jataya toh bol na para mujhe, main tera sarmaya nahin
phir uss pe ghalti bhi meri, k “harry, its like you are too good!”
purana hi chahiye tha toh, kyun tumne bataya nahin?

na de yeh jornay bhi rishta, koi saahil say mujhay
khauf sa lage aaye aana, ab toh iss dil se mujhay
paoon main chakkar hai aisa, ruk nahin sakta kahin
rasta mila deta hai aik, aur yeh manzil se mujhay
main hota nahin tha jo alag, jin se ik pal bhi kabhi
unki toh yaad bhi aati hai, ab toh mushkil se mujhay
main hota nahin tha jo alag, jin se ik pal bhi kabhi
unki toh yaad bhi aati hai, ab toh mushkil se mujhay

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...