letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de king$hit (remix) - gravity

Loading...

[chorus]
mai na karta baatein bakwas, real sh-t
katal karta baaghiyon ke saath, kingpin
har din laata hai naya romaanch, tintin
bada naam, mai hu aadmi na aam, king sh-t!

mai na karta baatein bakwas, real sh-t
katal karta baaghiyon ke saath, kingpin
har din laata hai naya romaanch, tintin
bada naam, mai hu aadmi na aam, king sh-t!

[verse 1]
sadko ka badshah, mai na nizamuddin
mai rasputin aur raja bhi
f-k lete ghaas, chhodte na chaara bhi
namune ek se ek par akkal inki gyaaravi
giddh bhare scene mai, chughte yeh daana nahi
jahase aate hum, wahape kabhi aana nahi
sangeet ki ladaai mai shaheed jaise tanaji
bhagat aur rana bhi, muh pe maare taala bhi
dum har baat mai, bewajah banta shaana nahi
mai likhta gaane nahi, likhta zindagi inn panno pe
sona chandi nahi bana taj hai yeh karmo se
kal ki hi baaton ki zanjeero mai tha fasa
jaise lagi kalam haath, chhut g-ya pichhle janmo se
jung hone waali toh maidaan mai du kabar khod
marega zarur tera naam chaahe amar ho!
bigaadne mai maahir, jaisi bhi teri shakal ho
fekde kone mai, tooti haddiya yeh buckle bomb!
[chorus]
mai na karta baatein bakwas, real sh-t
katal karta baaghiyon ke saath, kingpin
har din laata hai naya romaanch, tintin
bada naam, mai hu aadmi na aam, king sh-t!

mai na karta baatein bakwas, real sh-t
katal karta baaghiyon ke saath, kingpin
har din laata hai naya romaanch, tintin
bada naam, mai hu aadmi na aam, king sh-t!

[verse 2]
king sh-t, serve kare bars bina liye kabhi tip
maharaja south se, hai swag jaise tip
woh bole ki they snapped but they sound like a clip
inke numbers naam se zyada, yeh maths ki na trick
aur naam kaam se zyada, you wack and a b-tch
yeh gaate muh faad ke par inki aawaz mai na wazan hai
baaki bande karte beef shuru, karta khatam mai
inki raans leela ke hai raaz pardafash
aise rappers bante baap toh bajade inki saaz
lete jaate deals na le payenge yeh saans
jo ghutan mehsoos ho toh naam rakhna yaad
kyuki haath hoga gale pe aur baat hogi pate ki
loudmouth ‘gram pe, na jhaad baatein chane si
paale hai yeh bhakt, mai toh naastik bachpan se
cheer deta nalli, faila laal ab iss rangmanch pe!
toh natak band karadu, poori audience pe goli daagu
kaano pe yeh chaabuk, kaarnaame bina naanchaku
azeem-o-shaan, badshah-e-gravity, king sh-t
future hall of famer, you can kiss the ring b-tch!

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...