letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de apna vi time aayega - gabbar

Loading...

aayega aayega aayega aayega
aayega mera waqt yeah
aayega mera vi time
aayega aayega mera vi waqt
aayega mera vi waqt
aayega mera vi time

2015 se likh raha rhyme
spiritually ladka beat pe karu crime
drink karu appie pasand nahi wine
rehta hun kuch everything is fine
ladkiyon k picha na waste karu
time main khud ko karu chase
aur future karu ride tum
kismat ko koso ya fr mango
papa se paisa hamne vi
banna hai jatin k jaisa
pehla toh kehta the jatin hai
psyco ab kehta bro thodi
hamko vi hype do

wow

time ne time to time kra hai sabko
change
gerget ki tarah badalta ni base
bidta ta ni kisi se meri khud se hi race
sunta underground music sunta ni drake
bolta hun dogri yeh kehta illiterate
main badh raha hun agga
yeh hype ka kar rahe wait

beth mein nahi milti kisi ko
success hustle karni padti
performance vi best
24 hours hi hote sabe p-ss
kuch karte mehnat kitna karte
time kharaab
addicited main music ka
chade na sharaab
samaj mein na ayte inhe mera bars
hiphop ka kara bollywood ne satyanasah
laws of attraction ka karma hai baap
galti karo gye toh kare gye ni maaf
real bande rehta hamesha mera sath
battien gumha ni karta straight talk
sunta ni bandi ki main bakwaas
likh ta hun ganna ussa kar ke block
time nahi mera p-ss ki kehlu
main pub g bnata hun ganna
jaisa ho sabzi
attach karta ni logo
bateen kar ke farzi
karta hamesha apna mann ki marzi
aur kam ko deta nahi bhane
bhot hard bhot hard kar ke
nahi bante ganna

aya hun bapis main scene main
tum bne kitchk aur main chotta bheem
yeah
main chalu solo na koi meri team hai

ayunga tv pe jald hi itna yankeen hai
listener sunta gana jaisa affem hai
rap ke liya bna hakeem main
mujmein khub hai kala na greeb mein
lyrics bne nashta aur yeah
beat kafi lazeez hai
karta hun panga main ata ni
baaz caz kafi hun deth mein

shatani dimaag par khali nahi
bebaja deta main gali nahi
real hun 100guna main jali nahi
shrif nahi toh mahbali nahi

aayega aayega aayega aayega
aayega mera waqt yeah
aayega mera vi time
aayega aayega mera vi waqt
aayega mera vi waqt
aayega mera vi time

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...