letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de muskura - faris shafi

Loading...

[intro]
yo
shaniman on the l!cks. faris on the mic
let’s do this

[verse 1]
muskura keh miss kara dein, miss farah, har dafa
lekin mein to hoon aik maskhara, aur hai maira lun khara
what’s the matter, miss razaak? (aachoo!) jazaak allah
ley lein maira mashvara, agar ho raha hai aap ka dil kharaab
here’s a pill to pop, eh dilruba
ab dey do na iss dafa. nahin deni to bund mara
kabhi mehnat nahin mein kar saka
aur chen chen bhi nahin sun saka. kabhi ek bachi nahin chun saka
iss lain dain mein hum humsafar, phir hum judaa, mein gumshuda
faris manay shah-e-sawaar. sab sey alag, sab sey judaa
par zuljanah peh main nahin sawaar
this is just like karbala. har taraf hein garbarain
aur harbara ke mein utha to kya dekha?
zalzalay aur gardanein, marhalay hee marhalay
yahaan majlison mein bomb phatain
ab tu ye na burbura keh mairai gaanai behuda
yahaan masjidon mein bomb kharay namaaz parhain, aur phat parein
begunah? chhad paray. in ko uther satt paray
illiteracy hai hath-karee. news channel hein chatpatay
mullay hein mujhai jurai. thullay hein saarai crooked

[hook]
there can never be peace
ask yourself
will there ever be peace?
no, man. i don’t see it
there can never be peace [x2]

[verse 2]
ab aya valentine’s day, mairai haath mein ballentine hai
ain’t this b-tch dynamite, man? let me tap that -ss tonight again
my raps are asinine, man. yeh mera mashghala hai
aur maira falsafa hai sar jhuka keh bach azaab sey
kehtai hein hum azad hein. lekin yeh sab bakwaas hai
asal mein hum barbaad hein tharkee maulvi kai haath mein
so, what’s the matter, miss razaak?
you don’t like this mazaak? kya iss kai bijaaye gaa loon mein naat?
kehtai hein hai music haram, to kya karoon?
deevaron sai taarein ukhaar doon? apnay speaker phaar doon? maswaak loon?
takhnon sai upper shalwar rakhoon? kissi sai kabhee na pyaar karoon?
apni biwi ko bhenchod burqa pehna keh bund mein ghussa keh chhupa rakhoon?
mein kya karoon? mein kya karoon? aap hee bataain mein kya karoon?
mein bhee aik musalmaan hun. kartai hein mujhai pareshan kyun?
to aap kyun mairee khaatoon khana ko majboor banana chahtay hein?
zaroor hijab kyun pehnatay hein? unhay kasoorvar kyoon thehratay hein?
un say boot saaf kyun karaatay hein? aap ki choot phaar dainee chahiyay
aap ki bund maar dainee chahiyay. aap ko lund dikha daina chahiyay
mujhai thanda ho jana chahiyay. jaa keh dahi jamaa laini chahiyay
hum ko naye azaab nahin chahiyain, chhayaan chhayaan gaa lena chahiyay
sahi hai, sahi hai. lekin mairay paas kissee mullay kai leeai koi time nahin hai
lullay, i ain’t got time for your bullsh-t. my ink got rhymes like a full clip
i got battle rap acrobatics, back-to-back systematic rhymes

you don’t like this, so kya karoon? apnay speaker phaar doon?
mus-mus-mus-muswaak loon? aur, so
aap kartay hein mujhai pareshan kyun?
ab tu yeh na burbura keh meray gaanay behuda
karbala, garbarain. har taraf hain garbarain
zalzalay aur gardanain. chhayaan chhayaan ga lena chahiyay
ab tu yen na burbura, main kya karoon?
yahaan majlison main bomb phatain
hum ko nayay azaab nahi chahiyay hain
sahi hai, sahi hai!

[hook]

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...