letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de phir se - deewana

Loading...

[intro]
yeah yeah yeah yeah
deewana yeah yeah yeah yeah

o re sun zara
yeh kya ho g-ya
chahe tera ho ya mera ho kasoor ka sazaa
main hoon gumshuda
tu hai bewafa
tere aankhon se woh pyaar koh g-ya hai

[chorus]
ab hai andhera
mera dil jaise khali ho g-ya
haan yeh toot g-ya rishtey ka vaada
par hamesha tere saath rehna tha

[verse 1]
kaisa zamana hai yeh mere yaar
karun main tujhko kaise pukaar
phone utaa thi bhi nahi mera
line mein kaun hai tere bata
baby yeh pyaar mein hota hai mushkil thoda
agar phir se koshish nahi karenge toh kaise pata
raat ko gaadi mein jaata hoon kush jalaata hoon ab mujhe chodh de
kitna tu ne sataaya tha phir bhi sajaaya tha tujhko dil mein mere
bhooloon ga kaise main tujhko yaar
hum dono kitne kush te na
agar mein tera manzil nahin hoon toh baby tu maaf kar dehna sab mere guna
aisa hoga yeh kabhi main soch bhi nahi saga tha
saarey galtiyon ka hisaab kyun tu ne rakha tha
tera chehra dikha tha hai khushiyan chale g-yi hai
hum dono ke dil mein roshni ab nahin hai

[chorus]
ab hai andhera
mera dil jaise khali ho g-ya
haan yeh toot g-ya rishtey ka vaada
par hamesha tere saath rehna tha

ab hai andhera
mera dil jaise khali ho g-ya
haan yeh toot g-ya rishtey ka vaada
par hamesha tere saath rehna tha

[verse 2]
baby tere bin mujhko sukhoon nahi aata
is baat ka afasos hai ke maine nahi rokha
yeh tere samne khada hai tera jiya
kyun tu ne mujhko mitaa ya mere piya
piya piya

kya jawab hai
mera dil kharab hai
tujhe kya pata hai
mera haal kya hai
mujhe ho raha hai
dil ro raha hai
main hoon dhokebaaz
tu hai dhokebaaz
jaage jaage
ab armaan hai
meri baat maaney
ya tu nahi maaney
bas ek baar
mujhe de jawaab
is dil se aur nahi ho sakta
samjhana mushkil hai
phir se tu aa sanam
aankhen bhi bandh ho ke
teri nazar hai

[chorus]
ab hai andhera
mera dil jaise khali ho g-ya
haan yeh toot g-ya rishtey ka vaada
par hamesha tere saath rehna tha

ab hai andhera
mera dil jaise khali ho g-ya
haan yeh toot g-ya rishtey ka vaada
par hamesha tere saath rehna tha

[outro]
deewana yeah yeah yeah yeah

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...