letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de tu ban mera jahan - deepak raizada

Loading...

ishq ye mujhko kab tujhse ye ho g-ya..

mana ye mujhko khud se jyada ho g-ya..

ishq ye mujhko kab tujhse ye ho g-ya..

mana ye mujhko khud se jyada ho g-ya

par tu na dekhe mujhe, soche mujhe

aise ho kyun mujhko bataa

aa bhi jaana de na sazaa

itni si hai bas ye duaa

tu ban mera jahan

itni si hai bas ye duaa

tu ban mera jahan…

ishq ibaadat tu bhi kar zara…
maangu main rabb se

tujhko har dafaa…

ishq ibaadat tu bhi kar zara

maangu main rabb se

tujhko har dafaa

teri khaamoshi mein

mar mar main jaaun

sunn le tu dil ki aakhri duaa…

par tu na dekhe mujhe, soche mujhe

aise ho kyun mujhko bataa

aa bhi jaana de na sazaa

itni si hai bas ye duaa

tu ban mera jahan
itni si hai bas ye duaa

tu ban mera jahan

tere aane se duniya sajaau

kya aisa hoga bataa

baith ke apnе khwaab banaau

kya doge saath mera

kya doge saath mеra…

par tu na dekhe mujhe, soche mujhe

aise ho kyun mujhko bataa

aa bhi jaana de na saza

itni si hai bas ye duaa

tu ban mera jahan
itni si hai bas ye duaa

tu ban mera jahan…

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...