letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de mora jiya lage na (interlude) - cryptic (india)

Loading...

lagta hai darr
koi choote na kasar
tu bhoole na, afsos hai na
aur chadta gussa sar
man kehta gussa kar
isse pehle jaye mar
par marne se na darta
tujh ko khone ka hai darr

aur darr hai mujh ko
badalta na waqt
bas badla hun mai
aur badli hai tu
kya kehte hai sab
mai sunta nahi
par shayad sunti hai tu

na jiya kabhi soche bina
na jiya lage tere bina
kyu alag mai sabse mujhko bata
aisa kya hai mujh mei
jo tujh mei nahi
par tu alag hai
jo mujh mei nahi
tujh hi mei vo farak hai
kisi mei nahi
tujh hi mei vo chamak hai par
mora jiya lage na
mora jiya lage na
mora jiya maane na
more piya sang jab
mora jiya lage na

acha tha sab
sab rahein thi tujh tak
tu dooba tha meri aankhon mei
unn aankhon mei na shaq
kyun itna gussa kar
ke andar se jaaye mar
par marne se na darti
tujh ko khone ka hai darr

aur darr hai mujh ko
badalta na waqt
bas badli hun mai
aur badla hai tu
kya kehte hai sab
mai sunti to thi
par meri sunta na tu

na jiya kabhi soche bina
na jiya lagе tere bina
kyu alag mai sabse mujhko bata
aisa kya hai mujh mеi
jo tujh mei nahi
par tu alag hai
jo mujh mei nahi
tujh hi mei vo farak hai
kisi mei nahi
tujh hi mei vo chamak hai par
mora jiya lage na
mora jiya lage na
mora jiya maane na
more piya sang jab
mora jiya lage na

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...