letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de angoor flow - blobhit

Loading...

dheemi dheemi chaal hai
aur sher si dahaad bhi
flow pe hai pakad aisi
baatein laaye aandhi
main ulti seedhi baatein
karun manmaani shaunk mera
khelun oxymorons se
inka aur koi naam nahi

rhymes inki aisi
lagta muh se karte tatti
meter chaalu khopde ka
gull inki batti

ye bak bak kare
naam mera loner
rehta akele, high
rehta, main stoner
khud ka pakad ke main
chadha aasman
tower jive eiffel
khada karun b-n-r

naam amitabh nahi
karun bol bachchan
seedhi karta baatein
main lagata na hun makkhan
1, 2 ka 4 karun
naam nahi lakkhan
baatein gar samajh na pata
beta tu hai dhakkan
jaanta nahi mujhe
toh mere baare bak kam
aur waise bhi in baaton pe
ham dete thoda f— kam

taano me baat karey
laundey saare rapchik
ham bars spit karey
rhymes saarey cl-ssic
gar rap hai chick
main ferro-chick-magnet
ye cl-ss sick hai
main deta nahi cl-ss ik

bars pe bars bro
sari lage kaim ye
rehta main east me
par sunta hun kanye
808s bhaari par
sun ke hua na heart break
dil dhoondey hip-hop
aur rhymes dhoondey kaan ye

star trek kare bars
mere sair aasmaan me
flow se lagta dheet
fir bhi dil se hun saaf main
flow ye angoor
baaki sun ne waale lombdi
khatta, meetha, teekha
sab ye soch ka hi swaad hai

flow karun switch
bohot saarey baney case
code karun c me
bina clear karey buffer
maanta hun rehta
main all time low
par khud se toh puch
tu hai all time duffer
basanti ka dhyaan nahi
par chaudd jaise gabbar
lapetun tujhko baaton me
word play jaise ajgar
saans phool g-yi
toh ye laut g-ye thak kar
dekho aaya kaun
dene rapperon ko takkar

ye ho g-ye maun
jaise dikhi inhe mautt
main nahi tadpole
fir bhi hota metamorph
jeet ka shikaar karun
sher ki tarah
ye hai jungle
fir bhi main jaanwar nahi

toofaan pak raha hai
kitaab me mere
aas paas mere
logon ki khabar bhi nahi
soch ye pataakhe
baatein kar de dhamaka
mere gaano ke bina
diwali manti nahi
diwane ittne mere
ki baatein thamti nahi
haan main hun sunta
par maanta hun sabki nahi

tabaahi mehnat se laaun
karun hausley se faislaa
ye bijli likhaai meri
soch jaise tesla

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...