letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de beth jaa - bilol

Loading...

[verse 1]
khuwabon mein tu samaa
uth ke sochun tu kahan
teri yaad mein dil sambhla jaaye na

deewaaron ki lakeeron mein
dikh raha tu sh-gaaf mein
pardoun ki raqs mein bhi chup na paaye na

tu samjhay ya sun raha yehi
teri yaad mein aansu tapkay chalen
tu samjhay ya dekhe sab yunhi
thehr jaa, samajh bhi ja

[chorus]
tum khuwab ho ya ban jao tabeer
tujh se doori mein mit jaaye jaa meri
yahin beth jaa, paas aa
yahin beth jaa, paas aa, na dur ja kahin
tere qadmon ke saaye ban jaaye zindagi, yehin beth jaa

[verse 2]
khuwabon mein tu saman
uth ke sochun tu kahan
teri yaad mein dil sambhla jaaye na
hasraton ki fehrist mein
chahta hun jise dil se
faaslay usi se hain kyun zyaada

tu samjhay ya sun raha yehi
teri yaad mein aansu tapkay chalen
tu samjhay ya dekhe sab yunhi
thehr jaa, samajh bhi ja

[chorus]
tum khuwab ho ya ban jao tabeer
tujh se doori mein mit jaaye jaa meri
yahin beth jaa, paas aa
yahin beth jaa, paas aa, na dur ja kahin
tere qadmon ke saaye ban jaaye zindagi, yahin beth jaa

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...