letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de azadi haram - bc azad

Loading...

jaago jaago
jaara bangaali say maago
hum toh kangali hain na toh
humein bhi punjabi mein gaana sikha do

paata hoon khota hoon main
jo main na hoon woh bhi hota hoon main
laxmi ka pota hoon main
sunta hoon kehta hoon tota hoon main

sota hoon main, ticket nahi
kyunki nota hoon main
chota hoon main, kat toh g-yi
phir bhi gota hoon main, lota hoon mian, dhota hoon main
teri ye naaliyan, behti hain gaaliyan
teri ye dhool, tere dulhe ki saaliyan
nachenge london mein like vijay mallya
dont really care i’m like ranvir and alia

selfie with pm, i dont really votes
send me a khat man cause i’m taking notes
maroge? mujhko bhi lagti hai chot
you worship that guy when you know i’m the goat

daudega bassy hai system main raam
maro tum makhhan but this is the jaam
ungli karoonga ye mera hai kaam
naam hai azad par azadi haraam

azadi haraam
naam hai azad par azadi haraam
suno na kaho na
karo na daro na
bharo na lado na maro na

azadi haraam, haraami azad
aur azaadi haraam
phassi public hai aam
isko hum khaenge piyenge rum
lag-yenge jaam, padhayenge palm
old monk aur thums up badhayenge daam
paise woh leta jo deta hai kaam
upar woh jata jo leta hai naam

mach g-yi hai sadkon mein shor
mil g-yein hain sare sab watchmen hain chor
kiska seena bejod kiska paseena
kiske lakhon hain crore

papon aur lashein bahatein hain
ganga ke ghaton mein jake nahate hain
nange hain saare hum keh kyun na paate hain
dange humare kuchh pal hi toh aate hain

jaate hain – in dango se hum bhi toh khate hain
ye panga toh hum hi sikhate hain
in pangon se kal ko likhate hain
aur kal ki toh pungi bajate hain

jaate hain laate hain baam
f-35, flipkart.com
courtesy uncle shyam
naam hai azad, par azadi haraam

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...