letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de nayi si nafrat - barking rayan

Loading...

hook:
khamoshi khamakha mein kha rhi hai khushiyan meri
hai dard kaafi dill mein,dal badalti duniya meri
iss kashta ki katar mein kalapti kalam meri
duniya dagabaaz dagabaazon ko bhi daga de rhi

verse:
na jaane kaise logg badalte hain itne chehere
they act like a plus sign prr dete hain yeh ghav gehere
dikhate hai ujaale prr mann mein bhre andhere
raatein katti kashta mein,kashta mein hi katte hain sawere
naya yeh dinn nayi subah hai, naya sa yeh gunah hai
naye se zakhma deke bnate nayi dawa hain
samay bhi abb naya hai, naya yeh silsila hai
nayе bne insaan,shaitaan bhi abb naya hai
zakham yeh bdhh rha hai,marham nhi bna hai
bharam mein jeeta tha mai,abb sharam bni gwah hai
yеh kaisa hai tamaasha, tamaasha chll rha hai?

nirash nagrik nafrat failata chll rha hai……

nayi si nafrat……

hook:
khamoshi khamakha mein kha rhi hai khushiyan meri
hai dard kaafi dill mein,dal badalti duniya meri
iss kashta ki katar mein kalapti kalam meri
duniya dagabaaz dagabaazon ko bhi daga de rhi……..

nayi si nafrat……

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...