letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de ttan - badkidz

Loading...

face par fake smile rakhi laga aur baj gye barah
ab asal chehra dekho chahta nhi jo main dikhana
mushkil hua mere liye teri yaadein mitana
nasha barbadi nahi lagta sahara(woh..)
kismat mein meri shayad likhi nhi tu
mehsoos karta nhi toh akhir tumse kehta kyun
j-sm ko chod ye nighahein uske dekhe ruhn
na jane palkon pe assoon hamare baithe kyun
dekha nhi chal diye angaron pe
khusiyan nhi kuch cheezein mil jati hai in bazzaron main
dafan thi baatein jo dil mein pahuchi hazaron main
dil main basti voh ginta na usko main gadaron main
takrain sathi toh kafi is safar main par un jaisa koi bhi dikha nhi
kehte ki jhuth par tikte nhi rishtey par yaha toh sach par bhi tika nhi
toh deta is dil ko dilasey ki khuda ne tu meri qismat main likhi nhi
mehkano ke chakkar lag-ye ki mit jayein yaadeiyn par phir bhi ye miti nhi

tum toh aye nhi
tum toh aye nhi
qabar par mojud anjaan wahan tum diye dikhae nhi
tum toh aye nhi
kyun tum aye nhi
barsatein nhi gum toh gehri hoti ye likhae nhi
tum toh aye nhi
tum toh aye nhi
qabar par mojud anjaan wahan tum diye dikhae nhi
tum toh aye nhi
kyun tum aye nhi
barsatein nhi gum toh gehri hoti ye likhae nhi
kaali raat akhein band aansu ayein tere naam ke
hai dhyaan teri taraf to na man lage kaam pe
hai tu tere pyaar pe aur tu teri zubban pe
ladka tha sober par na ab dukh katte bina jaam ke
na sona chahun kyunki khwabon main ati hai tu
kyon ye choti choti baaton pe rishte jate hai tut
kuch na mehsoos kar pa rha huin hua hai dil yeh fuse
tu kinare baithe puche haal jab rha tha main doob
isse jyada toh badhiya main milne se tujhe pehle tha
mujhe pasand thi kamiyaan usse ghamand tha chehre ka
hum sunte rhe sabki na maunka mila kuch kehne ka
jab cheez meri thi hi na to fayda kya tha pehre ka

(ab jeena lage mushkil haalaton mein inn
time nikle ret jaise hathon se (hathon se….)
tu maan le toh aansun yeh lakhon ke
aur na mane toh paani hai inn aankhon main)

dogle bande ate baaz nhi
tujhe raha pyaar nhi
ab baatein raaz nahi
tujhse naaraz nahi
khudse naaraz bhai
na tera peecha karun
fir bhi tu kyon bhaag rahi ….
kyun tum aayein nhi ab puchenge nhi tumko
naa tum aayen kyu ab parwah nahi humko
kyun tum aayein nhi ab puchenge nhi tumko
naa tum aayen kyu ab parwah nahi humko
(kyun tum aayein nhi ab puchenge nhi tumko
naa tum aayen kyu ab parwah nahi humko)

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...