letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de mazaa - b praak

Loading...

maine dekha hai
gairon ki baho mein soke
sach batayein mazaa aa g-ya

tu tu hai meri jaan
koi tujh sa koi na
yeh unki jo khushboo samjha g-ya…

maine dekha hai
gairon ki bahon mein soke
maine dekha hai
gairon ki bahon mein soke

bhatak g-ye the hum ek shaam ko
kiya hai kharaab kharaab tere naam ko
kyun dil tera todha yeh poochne
humse sapne mein mere khuda aaya…

dariya yeh dariya dariya na hota
na hota jo iska kinara
akal thikane aayi hamari
tumse bichad kar o yaara
akal thikane aayi hamari
tumse bichad kar o yaara

raat ko nikla tha teri gali se
thokar main kha kar subah aa g-ya
maine dekha hai gairon ki bahon mein soke
sach sach batayein maaza aa g-ya
tu tu hai meri jaan koi tujh sa koi na
yeh unki jo khushboo samjha g-ya…

yeh galti thi aakhari
mauka dе de na mujh ko tu saaki
ab tere pairon mеin kaatenge

jitni bhi zindagi hai baaki
ab tere pairon mein kaatenge
jitni bhi zindagi hai baaki

jaani ke andar jo jaani awaara tha
jaani who khud hi jala aa g-ya

maine dekha hai gairon ki bahon mein soke
sach sach batayein mazaa aa g-ya

tu tu hai meri jaan koi tujh sa koi na
yeh unki jo khushboo samjha g-ya

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...