letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de khafa - ayn - ayn

Loading...

[intro]
kyu tu khafa, kyu sataye yu bewajah
teri yaado me laapata, na jaane hu mai kahaan
hu mai kahaan?
kyu tu khafa, kyu sataye yu bewajah
teri yaado me laapata, na jaane hu mai kahaan
hu mai kahaan?

[verse 1: ayn]
likh raha hu yaado ko teri hi
yaado se bahar tu kabhi bhi jaati nahi
tujhko toh kya hi batau ye baatein
haa mere jazbaato ko tu kya hi jaanegi
yaade bhi roz aati aasu banke
bas tu hi hai ek jo aati nahi
kehne ko baatein toh bohot
fir se nahi krna chahta galti sab kuch dohrane ki
kaafi tab raate guzari thi calls pe
lekin ab so bhi nahi paa rahe hum
ho kar bhi door, haa itna tu paas thi
aur kam lagte the sare gum
tujhse hi bolna karta tha
bore nahi aur tab sabse thi baatein kam
kar raha hu koshish mai tujhko bulane ki
baitha hu lekin hai aakhe numm
[chorus]
kyu tu khafa, kyu sataye yu bewajah
teri yaado me laapata, na jaane hu mai kahaan
hu mai kahaan?
kyu tu khafa, kyu sataye yu bewajah
teri yaado me laapata, na jaane hu mai kahaan
hu mai kahaan?

[verse 2: ayn]
raato me baitha hu, taaro sa seekh raha hu
ab khudse hi khush rehna
mujhse toh tera bhargya ab mann hai
par saath me uske tu khush hai na
paas jawab nahi mere koi puche tere bare
pata bhi kuch keh na
roya hu sochke tujhko, tu bole
koi pyaar nahi krta hai tujhse yaha
jaana hi tha na, bahane banati aur
mai bhi ye gaana banata na
feelings hai meri na tujhe farak tha
aur pagal mai fir bhi manata raha
chahe udas me andar se kitna bhi
fir bhi kisko jatata na
kabhi toh ayegi vapas tu laut ke
jhuthh ye khud ko batata raha
[outro]
kyu tu khafa, kyu sataye yu bewajah
teri yaado me laapata, na jaane hu mai kahaan
hu mai kahaan?
kyu tu khafa, kyu sataye yu bewajah
teri yaado me laapata, na jaane hu mai kahaan
hu mai kahaan?

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...