letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de tumhari - avanti nagral

Loading...

nazaron mein kyun doob jaati
tum paas aate toh kyun muskarti
sunke naam tumhara
kyun kuch na bol paati

pehle na kabhi hua hai aisa
koi doosra laga apna ho jaisa
koshishein karke bhi haari
kya main ho jaaun tumhari
kya main ho jaaun tumhari

bas karo yeh kheechatani
bayaan karne mein main ghabrati
phone tumhara jab uthati
kyun yeh dhadkane yun badh jaati

pehle na kabhi hua hai aisa
koi doosra laga apna ho jaisa
koshishein karke bhi haari
kya main ho jaaun tumhari

bistar pe karvatein leke hasti
khuli aankhon se sapne dekhti
din kab raat mein yun dhal jaati
koi bata de kya isse hi pyaar kehte hain?
pehle na kabhi hua hai aisa
koi doosra laga apna ho jaisa
koshishein karke bhi haari
kya main ho jaaun tumhari
kya main ho jaaun tumhari
kya main ho jaaun tumhari

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...