letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de aaja mahi - aur

Loading...

[intro: usama ali]
kho jaunga main tum mein
tum bhi kho jao na
bas jaunga main
tum mein meray hojao na

[chorus: ahad khan]
dekho na aa ke jaana
kat’ti na raaten jaana
maana ke mushkil hai par
bhoolo na waaday jaana

dil ko samjha ke jaana
sab kuch na milta jaana
najanay ham kyun bichrhay
hum mein toh pyar bhi tha na

[verse 1: ahad khan, usama ali]
marta hun marta hun main aajaa
yaad tujhay karta hun main aajaa
tootay hue dil ka main teray
chhota sa tukda hun main aajaa

dil ki baatein hi nahi suni
ab waadon pay yaqeen nahi
hamein tu nahi mila kabhi
hamein sirf tasalli di g-yi
hum se khushiyaan chheen li g-yi
hamein bas udaasi di g-yi
tera intazaar hai sadaa par
teray aanay ki umeed hi nahi bachi

aao na dekho tum dobara
teri yaaden hi bani hain jeenay ka sahara
tanha baitha aahain bharta hun main
tu nhi hai paas to ab khud se ladta hun main

darta hun main darta hun main na ja
pyar tujhay karta hun main karta hun main na ja
khud ko bhi kho dunga main agar
tujhko bhi kho dunga main na ja

ek hi bar to g-ye the tum
ek hi bar mar g-ye the hum
ek hi bar mein sab chhin gya
khushiyan door galay lag-y gham

ek hi bar ajao na ab
ek hi bar dekho na ab tum meri taraf
ek hi bar mein le jao sab
toota dil uski yaadein or uski tadap

gham tum nay dekha kahan hai
khushiyon sa tera jahan hai
ham nay dekha ye jahan hai
par dekha na tum sa jaana
[chorus: usama ali]
dekho na aa ke jaana
kat’ti na raaten jaana
maana ke mushkil hai par
bhoolo na waaday jaana

dil ko samjha ke jaana
sab kuch na milta jaana
najanay ham kyun bichrhay
hum mеin toh pyar bhi tha na

[outro: usama ali]
aaja poori karen
wo daastaan doori bharen
wo raasta jo jaata tujhko mananay

kaisay tum jaa rahay
ham ro rahay ya gaa rahay
ye baatеin teray siwa koi kya janay

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...