letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de ishqiya ost - asim azhar

Loading...

sabr kiya dard sahe
teri chokath pe bethe rahe
bhole hum bhole tum
aur zamane ki sunte g-ye

meri tune na suni kabhi
kyun me tumko pukarun
ansun bethe qaid palkon pe
kaise inko bahaun

[chorus]
2x ishqiya maine haan
2x main haara, main haara, main haara

tu ne kaha jo maine kiya woh
ab kiya gila hain tujhe
hum to hue jogi tasbeeh teri
kar hansil hua kiya hamain

tooti tasveerain kaise joorun main
jhoote daave kaise toolun main
ishq tha sacha magar tum beejaan the
kaash kabhi tu samajh ta mujhe
dheeme dheeme aahatain teri
aaj bhi dain sadaeyn
par jo zakham dil me chupe bethe
kaise in ko mitaeyn

[chorus]
2x ishqiya maine haan
2x main haara, main haara, main haara

3x ishqiya
ishq, ishq hae main haaraa
ishqiyaaaaa
ishqiya

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...