letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de saza - arstah

Loading...

baatoon main teri aa kay mili ye saza mujhe
paaon main sukh kaisay ab tu bata mujhe
beetay zamanay hota gham nahi dur
main ny kiya aesa kya tha tu bata mera qasoor

ab, jeeyoon ya maroon tujhay meri parwah nahi
chayeen ye raatein aesi jin ki subha nahi
jeenay ki milay mujhe koi bhi wajah nahi
ho ga mera haal aesa, tha kabhi gumaan nahi

ho to dur reh gya sang meray gham mera
ankhein ye nam, dukhay dil ka zakham mera
saansoon mein meri kabhi rehtay thay sur
dhuwain main dabay gi saansein
kisi nay nay nahi bataya mujhe
jaa ja ky jeelay yahaan marnay ko chor mujhe
waqt jo mila karna haal pay tu ghoor meray
jitnay thay khuwaab saray liay tunay noch meray
raatoon ko meri sonay daiti nahi ye soch mujhe

raahoon main kaantay, nahi milay mujhe phool
teray waadoon kay wo qilay ab saray ho g-ye dhool
kar kay tunay deewana phir kiya mera khoon
yaadoon kay ye saanp dasain, mujhy milay na sakoon

per baatein sari ki jo tunay tera aa g-y aaein gi
wo raatoon main to teri aa kay tujh ko jagaein gi
tu hasna jo chahay gi to tujh ko rulaein gi
jo boyе tunay phal wohi ik din khaye gi tu

bhool kay main aya teray peechay dekho haal mеra
jakar kay lay gya mujhe baatoon ka wo jaal tera
kiya tha yaqeen tujh pay, tora tunay maan mera
lay gya ye jaan meri aesa tha shikaar tera

ghamoon ka meray ab koi bhi madawa nahi
dardoon kay sehra main zindagi azaab bani
kiya tha ishq badlay main ye sughat mili
dukhoon ko sunana ab meri pehchaan bani

baatoon main teri aa kay mili ye saza mujhe
paaon main sukh kaisay ab tu bata mujhe
beetay zamanay hota gham nahi dur
main ny kiya aesa kya tha tu bata mera qasoor
ab, jeeyoon ya maroon tujhay meri parwah nahi
chayeen ye raatein aesi jin ki subha nahi
jeenay ki milay mujhe koi bhi wajah nahi
ho ga mera haal aesa, tha kabhi gumaan nahi

ho to dur reh gya sang meray gham mera
ankhein ye nam, dukhay dil ka zakham mera
saansoon mein meri kabhi rehtay thay sur
dhuwain main dabay gi saansein
kisi nay nay nahi bataya mujhe

jaa ja ky jeelay yahaan marnay ko chor mujhe
waqt jo mila karna haal pay tu ghoor meray
jitnay thay khuwaab saray liay tunay noch meray
raatoon ko meri sonay nahi daiti ye soch mujhe

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...