letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de intezaar - anup kumar

Loading...

beete jo kabhi pal wo sabhi
ab khawabon mein mere kyun
koi puche to baaton mein to ho
afsana hi tera kyun
kaisi tadpan khayalon mein hai mann
dhoondun tujhko har jagah kyun
hai jo ankahee karni baatein wo sabhi
tu na hota rubaru kyun

tu jo mera ashiyan ho
main kurbaan kardu jahaan ko
tu kar mera aitbaar to
main sukoon du intezaar ko

kho g-yi hain ab meri aankhen
teri hi rahon mein
hona chahein din meri raatein
teri panaaho mein
yaad aati wo mulakatein
hoti jo shamon mein
bhula nahi main wo yaadein
tu thi jo bahon mein

tu jo mera ashiyan ho
main kurbaan kar du jahaan ko
tu kar mera aitbaar to
main sukoon du intezaar ko
hua mujhpe asar kyun
aaye tu hi tu nazar kyun
kiya teri na kadar kyun
ab teri hai fikar kyun

tu jo mera ashiyan ho
main kurbaan kar du jahaan ko
tu kar mera aitbaar to
main sukoon du intezaar ko

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...