letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de shehzaada shehzaadi - ankur tewari

Loading...

shehzaada shehzaadi lyrics
haan! main shehzaada hun
iss pal ka aur mera yeh jahaan
aur tum bhi shehzaadi ho
iss lamhe ki meri jaan e jaan

yeh pal hamaara hai
hamaara zamaana
yeh pal hamaara hai
hamaara zamaana hai

ek ishaare pe
hamaare ho saamne bahaar
aur pesh kiya jaaye
sone ki tashtari mein pyar

yeh pal hamaara hai
hamaara zamaana
yeh pal hamaara hai
hamaara zamaana hai

jaari kiye jaaein
sabko chahton ke farmaan
choomein uss chand ko hum
pankh waale ghode pe sawaar
ho ke sawaar…
yeh pal hamaara hai
zamaana hamaara hai
yeh pal hamaara hai
zamaana hamaara hai
yeh pal hamaara hai
zamaana hamaara hai
yeh pal hamaara hai
zamaana hamaara hai

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...