letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de dekha - ali zafar

Loading...

[chorus]
dekha jo teri aankhon mein, deewana ho g-ya
teri in meethi baaton mein mastana kho g-ya
dekha jo teri aankhon mein deewana ho g-ya
teri in meethi baaton mein mastana kho g-ya
jaanon na kyun lagti ho yun
jaan-e-mann teri main, teri main
teri har ada pe main to hoon fida, yeh jaane khuda
dekha jo teri aankhon mein deewana kaise na hota ho yaar
teri in meethi baaton mein mastana kaise na khota ho yaar
[verse 1]
raat ko ho sama, soya ho ye jahaan
na koi darmiyaan ho
baat ho yun bayaan, jaise koi azaan
ishq tumse wahan ho
tere sang jhoom loon, haathon ko choomoo
aisa kuch ho jaye ho jaye jaisa
mohabbat ke har aik fasaane mein humne parha

[chorus]
dekha jo teri aankhon mein, deewana ho g-ya
teri in meethi baaton mein mastana kho g-ya

[verse 2]
saadagi uff khuda, naazuki bepanah
raat din teri suna ho
niyatein ho fanaa, dekh ke tumko jahaan
kehne se na hum mana ho
jo chaha bol doon, jo undar khol doon
dekho ji aise na, aise na
humse bahaane karo na fasaane gharo meri jaan

[chorus]
dekha jo teri aankhon mein, deewana ho g-ya
teri in meethi baaton mein mastana kho g-ya
jaanon na kyun lagti ho yun
jaan-e-mann teri main, teri main
teri har ada pe main to hoon fida, yeh jaane khuda
dekha jo teri aankhon mein deewana kaise na hota ho yaar
teri in meethi baaton mein mastana kaise na khota ho yaar

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...