letra de ghaafil zamana - ali gillani
[verse 1 : ali gillani ]
tu soche kay tu kya hai, zamanay kay bina
kyon soche mann se jeena, khud se hai ek dagha
tu soche kay ye zamana, hai tera khuda
jis ne phir ghota tere, shoq ka gala
nikla tha haasil karne apna ekk jahan
ondhay mun phenka hai zamanay ne yanha
[interlude : ali wadood ]
na na aa, na naa a na ra na na na
na na na , na na aa na ra na na
[chorus : ali gillani ]
ghaafil zamana ye jo dushman hai mera
kaanton pay chalta bhi aur jalta hoon sada
chori ko rozi samjhe betha hai jahan
jo bhi mein chahoon karna woh ho jaye fanaa
[interlude : ali wadood ]
na na aa, na naa a na ra na na na
na na na , na na aa na ra na na
[verse 2 : ali gillani ]
umeedon par bhi hai utarna
aur khuwabon ko pura hai karna
inn sab mein ulaajh saa geya hoon
aur kho sa geya hai kanhi mera sapna
mujhe bhi khudara hai jeena
aur zakhmon ko apne hai seena
koi mujh ko ab ye bata de kay zindagi isko hei kette hain jeenaa
[interlude : ali wadood ]
na na aa, na naa a na ra na na na
na na na , na na aa na ra na na
[chorus : ali gillani ]
ghaafil zamana ye jo dushman hai mera
kaanton pay chalta bhi aur jalta hoon sada
chori ko rozi samjhe betha hai jahan
jo bhi mein chahoon karna woh ho jaye fanaa
letras aleatórias
- estrella morente › letra de la estrella - con antonio, josemi y juan carmona - estrella morente
- lil drill › letra de takeover - lil drill
- arm › letra de persona - arm
- ebi › letra de khali - ebi
- foetus › letra de descent into the inferno - foetus
- young dru › letra de doobie in the ashtray - young dru
- trent shell › letra de im doing me - trent shell
- filthy jazz › letra de rubbhers (filthy) - filthy jazz
- dramacydal › letra de hard to imagine - dramacydal
- wisnia zpw › letra de hwdr - wiśnia zpw