letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de aasmaan mein woh hain - air atman in ravi

Loading...

aasmaan mein woh hain

aasman mein woh hai ||dharti pey woh hai ..
koi jagah na jahan || prabhu nahi hain..
badalon mein woh hai ..|| hawaon mein woh hai ..
prabhu ki shakti se || duniya chalti hai..
prabhu hai .. toh sab kuch hai ..|| prabhu na.. toh kuch bhi na..(x2)
aasman mein woh hai || dharti pey woh hai
koi jagah na jahan || prabhu nahi hai..

aasman mein badal masti mein jhoomte.. || prabhu ki shakti se toh yeh hota hain..
panchi hawaon mein unche udey.. || prabhu bin socho kaise yeh ho sakta hain..
har jagah woh sab mein woh prakat hai || prabhu har shay mein hain..
prabhu hi sab kuch uske bin kuch bhi na hai || sab kuch prabhu hi hain..
dikhte nahi woh ..par || sab kuch woh hain…
aasman mein woh hai || dharti pey woh hain
koi jagah na jahan || prabhu nahi hain..

savera ho surya, har din nikalta hai|| prabhu ki shakti hai yeh aur kuch na hain..
raat mein chand tare aasman mein chamke|| chand aur tare nahi prabhu hai..
aasman ki shakti toh prabhu hi hai || prabhu bin kuch na hain..
prabhu ke karan yeh roshni hai || uske bin andhera hain..
dikhte nahi woh par || sab kuch woh hain…
aasman mein woh hai || dharti pey woh hain
koi jagah na jahan || prabhu nahi hain..

barasat bhi prabhu hai ..toofan bhi prabhu hain..||
aasman mein jadu prabhu karte hain..
prabhu aksar aasman mein chup jate hain..||badalon mein jaise suraj chupta hain..
asman mein prabhu, hamesha dikhte hain.. pal pal woh hain..
saath hamesha hamare woh rehte hain ..dur woh nahi hain..
dikhte nahi woh par sab kuch woh hain…

aasman mein woh hai ||dharti pey woh hai ..
koi jagah na jahan || prabhu nahi hain..
badalon mein woh hai ||.hawaon mein woh hai ..
prabhu ki shakti se || duniya chalti hai..
prabhu hai ..toh sab kuch hai ..|| prabhu na.. toh kuch bhi na..(x2)
aasman mein woh hai || dharti pey woh hai
koi jagah na jahan ||prabhu nahi hai.. (x3)

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...