letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de sunn zara khamoshiyan - adarsh mishra

Loading...

sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara
sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara
dekh to zara shaamil hai mujhme kis taraha
aahatein pyaar ki sunn zara
kaanpte hai lafz dhadkan ruki ruki hai ab
bin kuch kahe mere tu sab sunn zara

raahon mein milein to thaam lena aanchal
paas aana phir se phir se kehna paagal
mujhe phir se thaam lena
mujhe apna naam dena
dhoondhun hawaaon mein aks tera

sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara
sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara

sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara
sunn zara khamoshiyan meri
tanhaiyon ki zuban sunn zara

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...