letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de chaand taare (from "yes boss") - abhijeet

Loading...

jo bhi chaahon
woh main paaon
zindagi mein jeet jaon
chaand taare tod laaon
saari duniya par main chaaon
bas itna sa khaab hai
bas itna sa khaab hai
chaand taare tod laaon
saari duniya par main chaaon
bas itna sa khaab hai
bas itna sa khaab hai…
yaar tu bhi sun zara
aarzoo meri hai kya
main kya ban jaana chahata hoon
main kahan kharaab hoon
main to lajawab hoon
main yeh manwana chahata hoon
maan ja aye khuda
itni si hai duaa
main banjaoon sabh se badaa
main banjaoon sabh se badaa
mere peeche, mere aagey
haath jodey, duniya bhaagey
bas itna sa khaab hai
bas itna sa khaab hai…
shaan se rahoon sadaa
mujhpe loog hoon fidaa
haseenayein bhi dil hoon khoti
dil ka ye kawal khiley
soney ka mahal miley
barasne lagein heere moti
ae maan ja aye khuda
itni si hai duaa
main zadaa nahin maangta
main zadaa nahin maangta
saari daulat, saari taaqat
saari duniya par huk-mat
bas itna sa khaab hai
bas itna sa khaab hai
bas itna sa khaab hai…

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...