letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de fitoor - aakarshit

Loading...

(intro)

dekha jab tujhey
laga yeh mujhe
g-yi meri jaan ab kaam se
itni khoobsurat tu
kya mai kahau
pari aag-yi ho jaise chand se

(hook)

tera fitoor mujhpe chadd sa g-ya
khana pina yeh bhula sa g-ya hai
abto
mujhko khudpe taras aag-ya hai
jaise jaadu mujhpe kara koi g-ya hai x2

(bridge)

kya mai kahu? kitna sahu?
khene ko kya rheg-ya hai?
yeh pyaar meri jaan, yeh ishq-e-tauba
jisne kiya voh mara hai

(rap)

tuta dil uske hisse hai do
sunao konsa yaha kissey hai do?
romeo ranjha mere shishye hai do
dil aur dimag mere vishye hai do

dil kahe pyaar kar bandh le sama
dimag mere kheta tu pese kama
mujhko pata hai mai kese thama
sailab tha main to ji rukta hi na
usne pukara toh ruk mai g-ya
nahi tha mai hara par jhuk mai g-ya
nahi tha bechara par chup mai g-ya
ab peso ki hoti barsaat, khichwagi tasveere
vo lambo ke sath
rakhenge yaad
rakhta bhasad tha mai maam’on ke saath
honge mudder yaha rambo ke haath

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...