letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de bistar - a-roy

Loading...

bistar mera khaali hai
jaanu na kyu kara intezaar
bistar mera khaali hai
jaanu na kyu kara intezaar
yahan raha mei

bharosa toh khud pe bhi shunya
karta tumpe kaise sau
socha aise rehte hai khush
phir tum ne de di maut
ab toh saans bhi leni padti ginn ke
shayad chodd jaaye aane waale din mein
haan koi jaanega nahi humare beech kya hua
kyunki rakhta mei hott apne sill ke
chordo kal ki baat ye
akele ni kaati raat ye
koi tumhare saath mein hai
mere saath chaand sitaare hai
sitaare bhramand mein hi khud ka
ab bistar pe baitha hu mein chup sa
jota jalaya ab kheechu mei sutta
saath hi nahi mila toh diya maine khud ka
tasveero ko taaku mei chup ke
jaise hussain nе banayi
dost bhi aake ab chup ke se poochе
sab theek hai dono ke beech mein
ya phir hui hai ladayi
ab kis ko hai deni gawayi
ye sab maine khud hai karayi
ek waqt mein dono the paas parr
shayad durr rehene
mein hai bhalayi
bistar mera khaali hai
jaanu na kyu kara intezaar
bistar mera khaali hai
jaanu na kyu kara intezaar
yahan raha mei

inn baato ko arsa hua hai
inn baato se cut sa g-ya mein
inn baato se pharak tumhe pade na
inn baato se dabb sa g-ya mein
bhoja bhi bhaari
dil bana sakht
duja phir aaya
samapt hua waqt
raja bhi badla
palat g-ya takht
dil tha dhadkta
khatam hua rakht
mere gaane lage tumhe faaltu
ye saari baatien jaan ke hi gaane daalu
jis bande se mein hua rakh tha
aaj phir usko khule mein jaala du
khatmal lage mere bistar mein
isliye bistar maine toda
ab toh
bistar ki bhi hai zaroorat nahi padti
mei farsh pe hi chaddar laga ke hu sota
jo sab hua maine khud kiya
shuruwat mein laga tumne dukh diya
beech mein tumhe deni thi gaali
par anth mein aakar bolunga shukriya
jaan di tumne kalam ko
jaanti tum alag ho
jaa nahi mat alag ho
par dua hai ki amar raho
bistar mera khaali hai
jaanu na kyu kara intezaar
bistar mera khaali hai
jaanu na kyu kara intezaar
yahan raha mei

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...