letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de mann - 808vibe

Loading...

haato mai pade kuch kaagz lage ye anmol hai
ye saanse bhi to gini jati in saanso ka bhi mol hai
nikala ghar ke bahar to laga duniya gol hai
ye tazurbaa hai mera na ki sirf bol hai

aaj hun idhar kahi cal ka mujhe pata nahin
khada apne pero pe par khuda se bada ni
khud mai mai uljha hua khud se hai khata bhi
khud ko mai dekhta hun khud se hun kafa bhi

koi mera dost ni jab kalam mere saath ho
raate ho jab kaali bas kazzgo se baat ho
karu izhaar apni har ek khwasish ka
kabhi karu khud se kabhi dusro se baat ho

nahi chaahta mai dur jaaye koi bhi
par lagta hai dar jab sab mere saath ho
dil se awaz bhi ab na koi bhi
karo mujhe maano pathar se baat ho

mai pathar nahi hun mai bhi insaan hun
jaanu saari baate par fir bhi anjaan hun
baatun mai khushi khushi chehre pe muskaan ho
hun mai insaan na mai khushiyo ki khdaan hun

ye raaste hai khaali shaks mai anjaan ho
ek si hai galiya par galiyo pe na dhyaan do
ban gye musaafir ab bhatke sa anjaan hun
dekhe na kuch ab awaaj na pehchaan lo

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...