letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de andhere mein ujala - 100 rbh

Loading...

[intro]
check aye
amravati potta
100rbh
suno

[verse 1]
alag dikhe meko visual dekhun badal aur paani ka ritual
waise banda nahi hoon main dharmik par banda hoon ji main spiritual
meri kalpana nahi hai mythical lyrical paida karun miracle
mera conscious presence galaxy mein khali dharti pe aaya main physical
meko pasand na maas na deta main traas ye meri namaz duniya zamaat
samadhani ka main piya hoon glass tabhi batun khushiyon ka prasad
main aaya hoon aaj bataane woh baat unko jo insaniyat se anaath
insaano tumko ye lage mazak meko gaon ka nahi galaxy ka hai saath
bola tha teko main jo bhi jata vaapas aata tere karmo ke hi nusaar
bola tha tumko main kato mat jungle junglon ke janvaro ki kyun lere jaan
aayengi baadh de tumhari phaad ozone kare waar badhe
taapmaan
chemical kheton ki laga de waat aanewale pidhi ka satyanash
jakde ho phone ki dhun mein jaise ki phone mein gehun chunte
tumko malum kya mic mein saari sunte saare baatein woh tumhari sunte
same ad aati tere phone mein jo bhi brand ka zikar karte jo
chaunkate inko ye kaise kya maalum bohot badi beta picture hai chalu

[chorus]
aaya hoon main abhi samjha kya lala munh se nikalu main jwaala hi jwaala andhere mein ab hoga ujaala awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa
aaya hoon main abhi samjha kya lala munh se nikalu main jwaala hi jwaala andhere mein ab hoga ujaala awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa
[verse 2]
pasand hain tumko bhi videshi brand un sab brand ka tumko ghamand
apna paisa dere bahari desh mein phir bole rupaiya kyun itta kam
cotton le jate vo apne se saste mein kapda banake vo laate return
apna hi maal apne ko chipkate batake brand vo badhake daam
humara naam rbh mere ko mera wala kaam priya aata jab shahero mein english hi english badbadate jate kaan kilas are malum hai sare tum padhe likhe hai lekin hindi ka kyu kare kaar tiras
in sab logo mein kaam karte waqt lagta main akela hi bhartiya hoon
jai hind bas yahi bolne wali desh bhakti karega re tu
par clean na rakhe raste ko pahado mein gandagi karega re tu
buso ki traino ki seaton ko phadate kidhar bhi thukte vhe chalega re tu
karta ye chale to meko batade ki kya nagrik banega re tu
vyapari kharide desh ko phir beche desh ko akele ka na ye kaam
aadhi janta pareshan aur adhe bicharo ka inpe na zara bhi dhyan
aage ke pidhi ko kya muh dikhayega aayenge jab bhi woh nanhe mehmaan
ya to baatein meri jaan le ya khud hi jaan le janta haan meri jaan

[chorus]
aaya hoon main abhi samjha kya lala munh se nikalu main jwaala hi jwaala andhere mein ab hoga ujaala awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa
aaya hoon main abhi samjha kya lala munh se nikalu main jwaala hi jwaala andhere mein ab hoga ujaala awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa awaa

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...