letra de jana hai humne waheen - zoha zuberi
Loading...
fakhar nahi karou
khel hai ye samajh lou
yahan jeetou ya nahien
jana hai humne waheen
zra hou ya zameen
khuwahish hou ya taqdeer
samandar hou ya eik katra sahi
jana hai humne wahein
socha hai kya kabhi
bikharay gi jab ye zameen
darakhat, pahar, kainaat bhi
khuch bhi na houga kaheen
socha hai kya kabhi
jana hai humne waheen
alishaan tasweer hou tum
ya urtay kaghaz ka jahaaz
koi rutba yahan khuch bhi nahein
jana hai humne waheen
socha hai kya kabhi
bikharay gi jab ye zameen
taray sab toot jaeinge
khuwab phir rang na la paein ge
socha hai kya kabhi
jana hai humne waheen
kiun nahi samajh pae hum
ye duniya hai faani
humaray hath hain khaali
banday ka khayaal kar
shaiyad baat ban jani
socha hai kya kabhi
jana tou hai humne waheen
letras aleatórias
- letra de break it slow - the mess
- letra de madurito interesante - martirio
- letra de sūnus paklydėlis - pushaz
- letra de neboto plache - stalker
- letra de power in your hand - feartheemcee
- letra de kaikki käy - elastinen
- letra de where i thought i met the angels - the tallest man on earth
- letra de first class - zay
- letra de donk of the day - bas
- letra de sleeping dog music - dog music