letra de kashtiyaan - zeux
himmat baandh le
teri raah pukaare
kyu khudse hi tu
nazrein churaye?
lafzo mein jo chupe
tere khwaab chalkein
inn khwaabon ki nadi mein tu
kashtiyaan dubaale
jo hona tha woh ho g-ya
kyu khudse hi tu hai khafa?
tu kyu rootha?
teri inn baaton mein humne
khudki taareefon ko khoya
par apne haalaathon mein dooba
woh jo noor fir aaya
meri iss dhadkan mein kabse
tha teri hi saanson ka saaya
par apne haalaatho mein dooba
woh jo noor fir aaya
aayine mein ab meri
parchayi bole-
chehre pe tere abhi
muskaan jhoole
manzilon se ab mujhe
raasta hi bhaaye
fir bhi shaam ki hawaa
teri yaad dilaaye
jo hona tha woh ho g-ya
kyu khudse hi tu hai khafa?
tu kyu rootha?
teri inn baaton mein humne
khudki taareefon ko khoya
par apne haalaathon mein dooba
woh jo noor fir aaya
meri iss dhadkan mein kabse
tha teri hi saanson ka saaya
par apne haalaatho mein dooba
woh jo noor fir aaya
letras aleatórias
- letra de batidas do coração - ozéias de paula
- letra de when words fail - shrek
- letra de concerto para uma só voz - cláudia
- letra de e agora rapaz? - milton nascimento
- letra de ofertar - mylla karvalho
- letra de pode brigar comigo - teodoro e sampaio
- letra de o brasil é muito lindo - elizeu gomes
- letra de um farol na noite - hinos sud
- letra de bebo e fico sem você - arreio de ouro
- letra de eu gosto é das bagaceiras - brilha som