letra de mehnat - vinayvvs
[intro: vinayvvs]
jab tak maal ke bina tere shakal peh na
jab tak maal ke bina tere shakal peh na hasi
tank clique!
[verse 1: vinayvvs]
sun billi tu sirf fuddu hai banara
tu kaam dhandha nahi, tu sirf buddhu kyu banara
janta ko tu khule aam kyu pagaal hai banara
hip-hop ke naam peh, youtube pe tu kachra kyu sunara
chinta nahi hoti tere sunnewalo ki
wo to apne kaano se khoon hai barsate
tere sabse ache shooter, wohi kyu tujhe niche hai girate
hip-hop ke naam peh, youtube peh yeh kachra kyu sunate
yeh asal tank waali baat hai, yeh na tere bas ki baatein hai
suraksha keh nahi, wardio meh yeh sab bas paise ke dewaane hai
desh bale dube inko paise hi kaamane hai
kahi peh nig-yen, kahi peh yeh nishaane hai (nishaane)
waapas mere school waale dost, reinis rundans aur pj
michael, andri, egi sab tank mere dost (shooter log)
underground meh mein rehta top rank mere dost
[bridge: vinayvvs]
mehnat aur zehnat seh uppar waala bhi barsata rehmat
kismat aur harkat seh aati hai yeh daulat
isiliye sunle meri yeh kahavaath! (tank clique)
[chorus: vinayvvs]
jab tak maal ke bina tere shakal peh na hasi, tab tak
mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar (tank clique)
jab tak maal ke bina tu nahi banta asli, tab tak
mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar
daulat ki waaja seh, bulna maat insaniyaat!
[verse 2: vinayvvs]
baarish bankar tha barsaya mehne tujhpar phokat gyaan be
sunke sikha tune kisse, yeh toh beta jaan le
dhokebaazi waali baatein, phir toh sidha sidha teri jaan le
2000 waali peedhee ka underground hai jwala
spit karna hai toh karna chote dyaan se
rakhna per apne zameen par
lekin chaati aur aakein aasmaan meh (aasmaan meh)
hip-hop ke saath mera bya, liye mehne uske saath, saat phere
vinayvvs tank clique bhai mere, kabhi bhi niche na hum gire (kabhi na!)
ball phek ke toh dekh, iss khel keh hum virat hai
ladka meh bahar ka, par likhta hindustani bar, chote itehaas hai
bhot zyada tere mere jaise aate, rehna pateh, chale jateh
par tere bhai meh joh khoon hai, usme barah padha junoon hai
jo khaali aage hi badhwata, kabhi piche na mudhwata
jo khaali uppar hi udhata, kabhi niche na girata haa!
[bridge: vinayvvs]
mehnat aur zehnat seh uppar waala bhi barsata rehmat
kismat aur harkat seh aati hai yeh daulat
isiliye sunle meri yeh kahavaath! (tank clique)
[chorus: vinayvvs]
jab tak maal ke bina tere shakal peh na hasi, tab tak
mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar (tank clique)
jab tak maal ke bina tu nahi banta asli, tab tak
mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar, mehnat kar
daulat ki waaja seh, bulna maat insaniyaat!
[outro: vinayvvs]
maal ke bina mehnat kar, jab tak maal ke bina tere shakal peh na
jab tak maal ke bina tere shakal peh na hasi, tab tak mehnat kar
jab tak maal ke bina tu nahi banta asli, tab tak mehnat kar
jab tak maal ke bina, jab tak maal ke bina tere shakal peh na
jab tak maal ke bina tere shakal peh na hasi, tab tak mehnat kar
jab tak maal ke bina tu nahi banta asli, tab tak mehnat kar
tank clique!
letras aleatórias
- letra de marcas de tortura - escolta de guerra
- letra de o desejo da carne - teodoro e sampaio
- letra de go your own way - cece segarra
- letra de bye bye - pimentas do reino
- letra de toque sensual (parte parte) - flow 212
- letra de amar demais - arreio de ouro
- letra de man on the edge - by aim
- letra de sunrise - bliss
- letra de estou aqui, senhor - antônio cirilo
- letra de canção de amor - douglas e marcelle