letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de abtak - udbhav

Loading...

apne in prashno ko maine pucha tumse yu hi
par tum kuch keh saki nahi, sochu main puche kyu hi
apne in prashano ko maine pucha tumse yu hi

samjha na main abtak, tu kyu rehti hai roothi
main la du tujhko jacob, main la du tujhko gucci
samjha na main abtak, tu kyu rehti hai roothi

samjha na main abtak, tujhse meri ye doori
samjha na main abtak, tu geeli hai ya sookhi
hote the jaise pehle hum ban sakte phir vo hi kaash

vaisi si ek fursat, na doori na majboori
sutte jalte kabhi kabhi, bakchodi chalti poori
na hota tha kuch matlab, na tha tab kuch bhi zaruri
gaane chalte the tarah tarah ke, sunte the bas yu hi
maalum thi bas ek chaahat, key chain me latki churri

samjha na main abtak tujhse meri ye doori
samjha na main abtak tujhse meri ye doori
samjha na main abtak tujhse meri ye doori

apne in prashano ko maine pucha tumse yu hi
par tum kuch keh saki nahi, sochu main puche kyu hi
apne in prashano ko maine pucha tumse yu hi

chhipna mujhko kabtak, rota hoon main kyu hi
jaana maine abhi abhi ban sakta hai ek maksad
bhatka tha main kahan kahan par pahuch hi g-ya ghar tak

jaaga hoon main kabse, jaagunga main kabtak?
socha karta aksar, socha karta aksar
jaaga hoon main kabse, jaagunga main kabtak
jo kuch tujhmein dekha tha vo sab hai mere andar
pahuchu uss tak kaise, main socha karta aksar

samjha na main abtak, ki hoti hai tu yun hi
chhipna mujhko kabtak, rota hoon main kyu hi
jaana maine abhi abhi ban sakta hai ek maksad
bhatka tha main kahan kahan par pahuch hi g-ya ghar tak
jaaga hoon main kabse, jaagunga main kabtak?
socha karta aksar, socha karta aksar
jo kuch tujhmein dekha tha vo sab hai mere andar
pahuchu uss tak kaise, main socha karta aksar
pahuchu uss tak kaise, main socha karta aksar
pahuchu tujh tak kaise, main socha karta aksar

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...