letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de alexithymia - toxiity

Loading...

[intro: toxiity]
kar ke baatein dar sa jao main
kya duniya kary gee mujhe judge
kabhi kissi ky baray main na rakha mainay koi grudge
jinho ny diya dhoka wohe to thay meray sath
ab na pata mujhe karna kya hai mujhe
[verse 1: toxiity]
chalo doun thora main recap (recap)
bachpan sy he shooq tha ky karounga main rap (rap)
lekin laga rehta mujhe khoof logo ka (logo ka)
darta main raato ko khud sy larta likhta rap lekin na karta (karta)
khali kaghaz main ab bharta (bharta)
poora din ab yehi mera kaam chalta (chalta)
sooraj dhalta chand nikalta
mausam badlta lekin tera bhai nai (haan tera bhai nai)
jo thay meray sath lag raha tha mily ge unsy wafa (wafa)
lekin unho ny he kia mujhe khafa (khafa)
sb dekhty hain apna nafaa (nafaa)
jo log mujh sy mang rahy hain maafiyaan (maafiyaan)
jao jao mainay tumhe maaf kiya (maaf kiya)
tumhare liya kiya mainay dil saaf
lekin ab hum na ban sakty hain dost
kyun ky jis waqt mujhe thi tumhari zaroorat tum ny kiya mujhe ghost kidhr thy tum log jb meray sir pr taane thi bandook
yaad hai jb kehty thy lay to bhi phook
nasho py doun main thook
main kbhi nai chook ta
chalo doun thora main recap
khali kaghaz main ab bharta (bharta)
[verse 2: ken lethal]
akela main betha kamray main likh raha geet tha. na soch pa sawaar yahi ka rap karna ha
zindagi ma orr koi kaam nahi
par samnay sy aye abbu bolay ya baat
rap chorde isma kuch nahi rakha isma meri jaan
mai bola abbu ya meri zindagi ha
iska ya phase toh khud sy guzaroonga
jab tak marta nahi main rap karta jaonga
mujhe rhythm and poetry sy itna hog-ya pyar
nasha tha ya khummar nahi pata mujhe yaar
par abhi bhi rap karta karta rahoon marte damm tak
jo bhe dekhe waqt mene dekha mene khud ky damm par
achay buray waqt ka pata bhi nahi chalta
yaha mujhe pata nahi ka suraj kab dhalta
mujhe nahi maloom likhta chalta
main ganay yaha py paanney bhi pharta
samajh nahi atta kabhi kabhi ky kyun kar raha hoon
parr jab bhi karta houn acha he karta hoon
[verse 3: peer saiin]
nahi hai mujhe iss life se abb koi bhi shikayat
pehle jo thi us waqt nahi thi mujhe koi hidayat
ab to samajhdaar hu me kitna smjh g-ya hu
zindagi guzri milawat me abb agai hai sharafat
khud se bhi ziada bhatosa jispe usne mujhe chora
mere zakham pe namak chirrak ke dil tha usne tora
par maalik pe chor ke badlay se muhn mene mora
abb mujhe dekh je ye goomay seena kar ke chora
[outro: peer saiin]
khuda se me sawaal karun ye mera zawaal kiun
par jawaab milta badlay me sudhaar tu amaal
me jaanta bhi nahi hu k me kitna gunehgaar hu
koshish to yahi k waqt se pehle khud ko sanwaar lu me

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...