letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de afsanay - talha anjum and talhah yunus

Loading...

hook (x2) – talhah yunus

afsaanay ab likhta nahi huu
mai dunya ko dikhta nahi huu
mat pucho mai kitna sahi huuu
kiun ek jagah tikta nahi huuu
basar karte hain tere dil mai
asar hai tou shikwa kare kyun?
zikar hota hai har mehfil mai
woh chahtay par dikhta nahi hu

verse 1 – talha anjum

if i were you and you were me
i would forgive you jaise tu ho aik surang mein uske end mein tujhko roshni dikhi, thats how i see you
khud ko meri nazar se dekh
if i were you and you were me
mein aisa toot’ta ke toot’tay hain taaray kya
wo aaj bhi hai muntazir mukhtasir aik mulaqaat ka, phir kabhi mil payein na
dil doobay aur manzil lag-y dur bohot
urooj se zawaal dekhein hain noor bohot
na tere haath mein zindagi aur na he maut
mere haath mein hai qalam, qallaa aur shauq
har khof se azaad kardo meri zaat ko
qismato se paak kardo mere haath ko
jis hisaab se rakha hai dil pe bojh mere
jaise karma peechay para hai haath do
gaanay g-ye bohot, dil dukhaye bohot
na tumhein aye sharam, na humein aye maut
mein sane hu is minute, next minute i’m psycho
industry karay follow brands go where i go
ye mera flex nai hai life hai
send my cheque mujhay baat cheet nai chahiye
i got bills, mard ke alag hotay qaiday
agar kamatay nai mard ho tum kaahay ke
future dikhta nai hai future is what i say
wo saath khayein kehna parta nai wo bhai thay
i do or die for the gang
binna likhat parhat ke kiye huye hain ye muhaeeday
saal girah tab bhi khara tha mein mic pe
gawah yaar, rawadaar, mere saath
rahay sadda abaad ye awaaz
i rap for a purpose, ye career aik cause
you expect me to be perfect and i’m just full of flaws
kaise likhta hu ye verses, kya karta hu mehsoos
mein binna taj ka badshah got nothing to lose
i’m crossing lines just to cancel out the booze
ab na dil se niklay arzu
jab se dil se nikli aaj tu
dil tha mera gosha e sakoon aik
kyun bana g-yi hai isay bazaar tu
hook (x2) – talhah yunus

afsaanay ab likhta nahi huu
mai dunya ko dikhta nahi huu
mat pucho mai kitna sahi huuu
kiun ek jagah tikta nahi huuu
basar karte hain tere dil mai
asar hai tou shikwa kare kyun?
zikar hota hai har mehfil mai
woh chahtay par dikhta nahi hu

verse 2 – talhah yunus

dil mai sawaal baray, biche hue jaal baray
meri misaal chalay, chahte saaray chaal chalen
thappar ye gaal pe, industry poori paalte rahay
laya kitaab jo tum khol ke sirf chaapte rahay
talway mere chaat te rahay, paisa nai, woh daat de rahay
dekhe nai halaat mere, yaaron ne jo khuaaab dekhay
pooray karu aaj ab is hath mai wo aag betay
paise mai wo baat nai jo izzat meri aaj betay
ye imtehaaan kesa, sooraj nai par chaand dekha
likhari jaan leva, urdu rap ko saaans deta
kisse larrun jung sab waaqif hai ye medaan mera
rap meri jaan mai karachi k liye jaan deraha
ye larkay likhtay mujhe dikhtay apne bars bhai
darta nai girnay se bas dunya se naraaz bhai
ainay ko torden yu jorrte alfaaaz bhai
lafz kese tolte jab bhaaari ye awaaz bhai
dil mera saaaf, mai industry ka woh raaz bhai
darte mujhse aaj bhi, shaheen ata baaz nai
bhai full pachaas, talha jaanay khola hath nahi
kaghaz ko mai aag du, pichwaray inke rakh bhai
sarr apna nochrahay hum sote we bhi soch rahay
khuaabon mai bhi apno k khushi k ansu poch rahay
i ain’t a role model, aaj bhi on the road ay
underground ko laya mainstream walay shows mai
deal hoti close uthte sath mujhe hosh naii
industry mere lun pe par nai wo meri dost nai
rozi roti likhi ooper walay ne, afsos nai
darrte nai hum maut se , musaafir martay roz bhai
i ask god, why you made fear?
sab rona chahtay but we hate tears
i’m never sober but i stay clear
samajh se baahir mai jese shakesepeare
arsay se khayi nai roti maa ki hath ki
taaron ko naam duuu tu dekh meri saadgi
dushman ko bhi kaam duu, kese hogi barabarii
log meri mehnat ka phal khana chahte aaj bhi
ye baaten nahi kaghazi, mai khud ko deta daat bhai
sach se dunya bhaagti, aur mai sirf sach ke sath bhai
highest in the room mujh tak pohancheng-y kia khaak bhai
har gaanay ki mai dhun , sirf beaton se karta baat ayy!
hook (x2) – talhah yunus

afsaanay ab likhta nahi huu
mai dunya ko dikhta nahi huu
mat pucho mai kitna sahi huuu
kiun ek jagah tikta nahi huuu
basar karte hain tere dil mai
asar hai tou shikwa kare kyun?
zikar hota hai har mehfil mai
woh chahtay par dikhta nahi hu

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...