letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de waja - sos & 30key!

Loading...

[intro: aatankki]
musafir hai tu

[verse 1: aatankki]
yahan nahi koi ahl e dil tera hai jaani
tu aur main musafir yahan kuch paal k khali
in logo ki baate mujko deti haraani
main kyu hi karu ehtiram ya khatirdari
purani baate par zakham taza
abhi bhi adha abhi bhi pasnd mujhe sadaa
woh jaa chukha hai par karke mujheko ek aur waada
mai zinda us umeed mai sari raate bitata
sleeping pills leni padhti ab sone ke liye
woh mere khuabo ka khaub
phir ata khone k liye
music mai peace likhu aankhe bighone k liye
mai la-ilaj wajah de mujhko rone k liye
malaal tumse rooh ba rooh na kar paya main zahir
mere karme ki halat aise jaise ki mai shayir
usme mehngi ek tasveer jo apki hai shayd
kabse dekha nahi aaina ghar se na nikle bahir
ab kalam kare baate kaagaz se har shikayat
mujhe marham dede ake main tera hi kifayat
mai sun pada kabse hume nahi hidayaat
aur apki awaaz sunke thodi milay rahat
[bridge: aatankki]
kyuki margya hu shayad ab ye aansu bhi na atay
(bhi na atay, bhi na atay, bhi na atay, bhi na atay)
bedili itni kyu mujko yahi tu batade
(yahi tu batade, yahi tu batade)
qadar ati hume jab hum kisi ko gawate
(kisi ko gawate, kisi ko gawate)
kaise zindagi ko jeeye hum zindagi bhulake
(zindagi bhulake, zindagi bhulake)

[interlude: aatankki]
bechaini se neend nai aati hai raat ko
jaagta rehta hun (jaagta rehta hun)
sochta rehta hun (sochta rehta hun)
aur dimaag mujhse (aur dimaag mujhse)
ye kehta rehta hai (ye kehta rehta hai)
ladhta rehta hai (ladhta rehta hai)
hamesha

[verse 2: tufail]
tang dil sang dil uska pur siyaah hai
mar raha woh usse na pooch “tune kya jiya?”
badbakht bacha kam waqt kyu tu kam zarf dhua har tarf
kya degi moseeqi? aur kaise chalega tera ghar?
sab kama rahe aur tune kya layi hai kabhi roti apne ghar par?
tere waliden bhi na rahe abh kiska haat hai tere sar par?
tu toh likhta tha sona tu bhi abh raha nahi koi zargar
kitne saal se keh raha tu qalam teri hamdard
kuch ukhaad na paya tu abh toh jaata uske darpar
maafi maang sabse keh de tu zaaya sabse kamtar
bipolar hai tu shayar nai shayari karna band kar
tere matke ka paani neeche chahe tu daale kankar
kyunki qawe mein pyaas nai bhook nai zara sa hunger
bane sher saare mehez tu ek bhed pala iss jungle
kitne aaye g-ye mare jinko aana tha awwal
teri kisi se daud nai teri khudse khudki dangal
[outro: tufail and aatankki]
toh sambal
abbe uth, ladh na
kahi adhoora na rahe tera yahi safar
marne se pehle kuch haasil to kar
kahi adhoora na rahe tera yahi safar

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...